ROSE
09-24-2011, 05:41 PM
Dayaar-e-gair mein kaise tujhe sada dete
tu mil bhi jata to tujhe gawa dete.
Tumhi ne ham ko sunaya na apna dukh warna
dua woh karte ke ham aasmaan hila dete.
Hamein yeh zom raha ab ke woh pukaarenge
unhein yeh zid thi k har baar ham sada dete.
Woh tera gam tha k taseer mere lahje ki
ke jis ko haal sunaate use rula dete.
Tumhein bhulana hi aval to dastaaras mein nahi
jo ikhtiyar bhi hota to kya bhula dete.
Tumhaari yaad ne koi jawab hi na diya
mere khiyal ke aansu rahe sada dete.