ROSE
09-24-2011, 05:32 PM
Woh mere Alfaz se heraan rehta tha
Mei uske Zauq se pareshan rehta tha
Bewafa to keh dia tha Sar-e-Aam us ne
Phir najane kion khud he Pasheman rehta tha
Suna hai k poocha tha kisi ne mere bare mei us se
Kaha us ne k han dil me ek Nadaan rehta tha
Faraz hum kaise uski Ruswai karain
Jis per kabhi hamara Eeman rehta tha...