ROSE
09-24-2011, 05:26 PM
http://i51.tinypic.com/m7b5t1.jpghttp://i51.tinypic.com/m7b5t1.jpg
khirkiyon ko khol karr taza hawa daita hai kaun
hath main barish k mausam ka pata daita hai koun
meri aankhain bandh hain aur dhyan k rasstey khule
rooh k ander utar kar aaina daita hai koun
tum mujhe ye kaun se waqto'n main aa kar mill gaye
umr k iss morh par kiss ko sada daita hai koun
koun hai jiss k liye ikk umr se be chain hoon
umr bhar ki be-kali pal mai barha daita hai koun
koun hai jo raat bhar aawaz daita hai mujhey
aur din bhar apni khamoshi suna daita hai koun
koun hai jo khab rakkh daita hai sooni aankh mai
nind mai bhi jagtey manzar dikha daita hai koun
koun hai jis key liye nazmain kahey jaati ho tum
iss zamane mai kisi ko you'n dua diata hai koun