anabia
09-24-2011, 01:15 AM
Kitna sehal jana tha ,
khushboun ko chuu lena ....
barishon k mousam mein sham ka har ik manzar,
ghar mein kaid kar lena....
roshni sitaron ki muthion main bhar lena......!
jugnuon ki baton se,
phool jesy aangan ko,
roshni si kar lena.......
kitna sehl jana tha!!!
ay nazr ki khushfehmi,
iss tarah nahi hota.......!!!!!
:Real mad:
khushboun ko chuu lena ....
barishon k mousam mein sham ka har ik manzar,
ghar mein kaid kar lena....
roshni sitaron ki muthion main bhar lena......!
jugnuon ki baton se,
phool jesy aangan ko,
roshni si kar lena.......
kitna sehl jana tha!!!
ay nazr ki khushfehmi,
iss tarah nahi hota.......!!!!!
:Real mad: