Owi
09-22-2011, 08:25 PM
Udaas mosam hai or tashnagi hawaaon mein
Main to reh gaya zinda faqat sadaaon mein
Her aik dil say mitt jaayein nafratein saari
Yehi ik aarzoo thi bas meri tamannaaon mein.