View Full Version : ایسا کیوں ہوتا ہے؟؟ میرا یہ سوال آپ سب سے ہے..
)*¤° ąℓɨƶą ąhʍ€ď °¤*(
09-18-2011, 07:10 PM
ایسا کیوں ہوتا ہے؟
انسان کی زندگی میں کبھی کبھی ایسے وقت بھی آ جاتے ہیں کہ انسان کے پاس سواے پچھتانے کے اور ہاتھ مل کے رہ جانے کے اور کچھ بھی نہیں رہتا.. بلکہ کوئی بہت اپنا دل کو تسلی دینے کی بجاے الٹا اس نقصان پر کہ جس پہ دل مچل کہ رہ گیا ہمیں دو لفظ تسلی کے بھی نہ بول پاے . ایسے میں انسان کہاں جائے. کیا اس ہی دن کے لئے اپنے ہوتے ہیں اپنے ہونے کا احساس ہی بلکہ ایسے وقت میں پتا چلتا ہے کہ جب دو بول ہمدردی کے چاہئے ہوتے ہیں. پھر بھی کوئی اپنا ہم سے دو بول میٹھے بولنے کی کوشش نہیں کرتا . نہ ہی بہلاوا دیتا ہے . میں تو چونکہ ایک عام انسان ہوں تو مجھ پر ایسی کیفیت کا بہت ہی برا اثر ہوتا ہے. دل خون کے آنسو رو کے رہ جاتا ہے.. بس نہیں چلتا کہ دنیا کو آگ لگا دوں، یہ کیفیت انسان کی شدید غصّے کے عالم میں بھی ہو جایا کرتی ہے. ایسے میں انسان کا دل پہلے ہی سے اپنے نقصان پہ غمزدہ اور غصّے سے لبریز ہوتا ہے ، اور کسی کی توجہ نہ مل پانے کی صورت میں انسان بھٹک جاتا ہے. کبھی غصّے میں ہم سے تعلق رکھنے والے انسانوں کے ساتھ وہ ہی کر گزرنے کو دل کر رہا ہوتا ہے. کہ جس بات نے ہمارے دل دماغ کو بے چین کر کہ رکھ دیا ہوتا ہے..یا پھر غصّے میں اشتعال انگیز الفاظ کہ جو سننے والے لوگوں کے دلوں پر نہ صرف ہماری بد اخلاقی کی بری چھاپ چھوڑ رہے ہوتے ہیں وہ الفاظ ان ہی اپنوں کے ساتھ ہم بول رہے ہوتے ہیں . اور یہ ہی الفاظ ہمارے اپنوں کے دلوں میں خنجر کی طرح پیوست ہو جاتے ہیں. اور ہمیں ہمارے ہی اپنوں سے کوسوں دور لے جاتے ہیں..
* Signs of depression
* Symptoms of depression
* Free printable coupons for groceries
یہ کیفیت انسان کی ہوتی ہی کیوں ہے. انسان چاہے تو خود کو سمجھا بجھا کر اور اپنے نقصان کو اپنا نصیب سمجھ کر صبر بھی تو کر سکتا ہے. خاموش بھی تو ہو سکتا ہے. مگر ایسا ہوتا نہیں ہے. کیوں کے اس کے دل کو پہلے تو نقصان کی ضرب لگ چکی ہوتی ہے. اور سونے پہ سہاگہ کا کام ہمیں ہمارے اپنوں کی بے رخی دکھا رہی ہوتی ہے. مگر انسان ہی انسان کی اس کیفیت کو سمجھ نہیں پا رہا ہوتا. اور شکوے گلے دوریاں اور رشتوں کی پیچیدگیاں اور بڑھتی چلی جاتی ہیں . اور وہ انسان کے جو پہلے ہی دل پہ کاری ضرب لگا کے بیٹھا ہوتا ہے . مایوسیوں کے جنگل میں کھوتا جاتا ہے..
ایسا کیوں ہوتا ہے؟؟ کیوں انسان انسان کو سمجھ نہیں پاتا کیوں مزید مشکلات بڑھاتا جاتا ہے.. میرا یہ سوال آپ سب سے ہے...؟
Aslam o Alaikum
Her kaifiyat ka taluq insan ki soch k sath jura hua hai siso
wese insan kiun ye chahta hai k us par koi taras khaye humdardi ki bheek kiun achi lagti hai use? kia pata wo haqeeqat bhi hai ya sab jhoot..
khud main hosla kiun nahi hota in sab kaifiyat se larne ka , pal pal dosron k lafzon ka muhtaj hona ya ye soch lena k kuch lamhe kise ki muhabbt k bool k Zeesat ko badal dalin gay ...? nahi siso kam az kam kise ka taras khana ya rahum ki bheek dena mujhe tu har giz pasand nahi sachai ko jitne jaldi man lia jaye utna hi acha hai sachy aur zinda dil loogon ki tarah jinay main hi azmat hai siso..
sorry agar kuch bura lagay tu.
)*¤° ąℓɨƶą ąhʍ€ď °¤*(
09-24-2011, 10:29 AM

not for saying sis..
shi khe rhi ho bt solid reason tell me....
Miss Habib
09-24-2011, 11:29 AM
agar insaan ka Allah se rishta mazboot ho to usse kisi insaan ki zroorat nahi parti, apne har nuqsan per hum ye soch lai k ye dar-haqeeqat nuqsan nahi hai, shaid ye hamare liye behtar nahi tha isliye Allah ne hum se cheen liaa, or jahan tk baat hai apno ki berukhi ki to kabhi kabhi apne chahte hai k hum khud se zindagi ki mushkilaat ka samna karna, bardsasht karna or unhein solve karna seekhe, kyon jitni achi tarah hum khud ko khud samjha sakte hai utni achi tarah koi nahi samjha skta, or kabhi kabhi to aisa hota hai k koi apna tasali k do lafz bole bhi to humein acha nahi lagta, hum sochte hai k hum pe guzri hai hum hi jante hai, doosre to sirf tasali de dete hai bus, isliye kia ye zyda behtar nahi k hum zindagi mein har nuqsan per Allah hi ko yad kare wohi humein har ghum or mushkil se nijat deta hai
)*¤° ąℓɨƶą ąhʍ€ď °¤*(
09-24-2011, 05:15 PM

apki views bhi kaffi paworfull hy bt asa phir kyu hy
hum kyu jaanty bhojty anjaan ki tafsheer baany hovy hy
Miss Habib
09-25-2011, 10:41 PM
apki views bhi kaffi paworfull hy bt asa phir kyu hy
hum kyu jaanty bhojty anjaan ki tafsheer baany hovy hy
aisa sab k saath nahi hai, jo log jazbati ho kar sochte hai, zyda sensitive ho jate hai, or phir har baat ko practically nahi sochte, insaan khud ko khud hi akela karta hai, warna is duniya mein koi akela nahi, jis k khooni rishtay nahi hote, unhein Allah doston ki shakl mein pyar krne wala deta hai, or ji ki qismat mai ache dost bhi nahi hote Allah un k liye khud hai, jab hum akele hain hi nahi to tanha rah jane k ehsas kaisa, bus hamare samjhne ki baat hai
)*¤° ąℓɨƶą ąhʍ€ď °¤*(
09-26-2011, 09:44 AM

right is sy mojhe bhot kuch samjhny ko mila miss habib kahi cheeze mere mind ko distrub kerti thi bt ap clear hogi hy realy thanks miss
Miss Habib
09-26-2011, 09:49 AM
no thanks G.T
bus tumhein thora sa ghore karne ki zaroorat hai, Allah ne iss duniya mein humein jo sabse khoobsurat cheez di hai wo rishtay hai, maa baap, behan bhai, inn se barh kar koi humein pyar nahi kar sakta, or doston k shakl mein behtreen tohfa, to jab ye sab app k paas ho to phir apne app ko khush qismat samjhna chahiye, Allah tumhari preshanian door kare Ameen
)*¤° ąℓɨƶą ąhʍ€ď °¤*(
09-28-2011, 10:31 AM

Thanks U My Miss
Sahi Kha bt jab rishty heart kary to bunde ko vohi tooty bhi hy life ki beauty rishty hoty hy bhena i known bt jb yahi heart kary to realy bunda mut jaata hy andr sy
Miss Habib
09-28-2011, 10:40 AM
Thanks U My Miss
Sahi Kha bt jab rishty heart kary to bunde ko vohi tooty bhi hy life ki beauty rishty hoty hy bhena i known bt jb yahi heart kary to realy bunda mut jaata hy andr sy
gillay shikway, larai jhagre sb apno se hi to hota hai
gheron se thoray hi hota hai, haan apno ka hurt karna zyda aziatnaat hota hai, lekin wo kehte hai naa apna maar k phainkay ga to chao mein, bus yahi smjh loo, agar apne hurt karte hai to pyar bhi to wohi zyda karte hain, insaan wohi zyda hurt hota hai jahan zyda pyar or trust hota hai, or zindagi mein apno ko muaff karna seekhna chahiye
)*¤° ąℓɨƶą ąhʍ€ď °¤*(
09-28-2011, 11:00 AM

:scooter:thanks u misss ji:0028:
Miss Habib
09-28-2011, 11:10 AM
Most Welcome G.T
Saahil
09-29-2011, 08:03 AM
agar insaan ka Allah se rishta mazboot ho to usse kisi insaan ki zroorat nahi parti, apne har nuqsan per hum ye soch lai k ye dar-haqeeqat nuqsan nahi hai, shaid ye hamare liye behtar nahi tha isliye Allah ne hum se cheen liaa, or jahan tk baat hai apno ki berukhi ki to kabhi kabhi apne chahte hai k hum khud se zindagi ki mushkilaat ka samna karna, bardsasht karna or unhein solve karna seekhe, kyon jitni achi tarah hum khud ko khud samjha sakte hai utni achi tarah koi nahi samjha skta, or kabhi kabhi to aisa hota hai k koi apna tasali k do lafz bole bhi to humein acha nahi lagta, hum sochte hai k hum pe guzri hai hum hi jante hai, doosre to sirf tasali de dete hai bus, isliye kia ye zyda behtar nahi k hum zindagi mein har nuqsan per Allah hi ko yad kare wohi humein har ghum or mushkil se nijat deta hai
Nice reply...
Asal haqeeqat yahi hai Kay Hum Duniya say qareeb aur Allah say door hotay jarahay hain Baqi baat apne ba khoobi bayan ki.
insan jis mazhab say ho mazhab ki doori hi us kay dil main yeh khalaishen paida karti hai
)*¤° ąℓɨƶą ąhʍ€ď °¤*(
09-29-2011, 02:53 PM
Nice reply...
Asal haqeeqat yahi hai Kay Hum Duniya say qareeb aur Allah say door hotay jarahay hain Baqi baat apne ba khoobi bayan ki.
insan jis mazhab say ho mazhab ki doori hi us kay dil main yeh khalaishen paida karti hai
Thays rIght
isi liye hm pr azab bhi aty ja rhe hy kabhi selaab ki surat me or kabhi mucher ki surat me realy aj hm mazab sy door or apni bhot si chezzo sy door hy
Copyright ©2008
Powered by vBulletin Copyright ©2000 - 2009, Jelsoft Enterprises Ltd.