Credible KiRan
09-18-2011, 10:55 AM
Allah ko 3 tarha k log passand hain,
Lakin 3 tarha k log ziyada passand hain
1:-Prehezgar passand hain ,
Lekin jo jawani ki halat mai prehezgar ho wo ziyada passand hai.
2:-Aajizi karnay walay passand hain,
Lekin jo dolatmand hotay huway Aajizi karay wo ziyada passand hai.
3:-Sakhi passand hain,
Lekin jo Ghurbat mai Sakhawat karay wo ziyada passand hai.