anabia
09-17-2011, 11:18 PM
Kathan safr ha mohbaton ka sarab rasty hain soch lena
Wo chor jaty hain ik qadm pr jo sath chalty hain soch lena
Ye reet tum na nibah sako gy na sang rehny ki baat krna
K ishq waloun ki rehguzar main CHANAB aaty hain souch laina
Tumain kaha tha k bana k apna freb deta ha ye zamana
Tumain kaha tha k asteeno main sanp palty hain soch lena
Wo basti jahan py hum tum mily thy mil k bichr gy thy
Wahan py ab b meri wafa k charagh jalty hain soch lena,,