Credible KiRan
09-17-2011, 02:12 PM
Hindu ka Musalman se sawal:
Mai Mandir jata hoon,
Tu Mazaar jata hai.
Mai Parsad khata hoon,
Tu Langar Khata hai.
Mai Nariyal charhata hoon,
Tu Chadar charhata hai.
Mai Aashirbad leta hoon,
Tu Muraad leta hai.
Mai bhi Sajda karta hoon,
Tu bhi Sajda karta hai.
Mai Haath jorta hoon,
Tu Maatha taikta hai.
Meri bhi Bigri ban jati hai,
Teri bhi Muraad poori ho jati hai.
Farq nahi to tera mera Bhagwan 2 kyun hain?
Tere Nabi to Masjid gaye,
Tu kyun Mazaar jata hai?
Tere Nabi ne uper Haath uthaya,
Tu kyun Qabar per lait-ta hai?
Itna bata de aye Musalman mai Kafir hoon to tu kiya hai?
Mai Munkir hoon to tu kiya hai?
Mai Jahannami hoon to tu Jannati kaisay hai.............................
Mai Mandir jata hoon,
Tu Mazaar jata hai.
Mai Parsad khata hoon,
Tu Langar Khata hai.
Mai Nariyal charhata hoon,
Tu Chadar charhata hai.
Mai Aashirbad leta hoon,
Tu Muraad leta hai.
Mai bhi Sajda karta hoon,
Tu bhi Sajda karta hai.
Mai Haath jorta hoon,
Tu Maatha taikta hai.
Meri bhi Bigri ban jati hai,
Teri bhi Muraad poori ho jati hai.
Farq nahi to tera mera Bhagwan 2 kyun hain?
Tere Nabi to Masjid gaye,
Tu kyun Mazaar jata hai?
Tere Nabi ne uper Haath uthaya,
Tu kyun Qabar per lait-ta hai?
Itna bata de aye Musalman mai Kafir hoon to tu kiya hai?
Mai Munkir hoon to tu kiya hai?
Mai Jahannami hoon to tu Jannati kaisay hai.............................