)*¤° ąℓɨƶą ąhʍ€ď °¤*(
09-12-2011, 09:35 AM
jab kisi ki yaad aaye,
tum zara sa roa lena,
apne roatey chehre ko,
baarishon main dhoa lena
baarishon ka mausam bhi ,
jab bura lagey tum ko,
or apni shaamain bhi,
tum ko tanha lagti hon,
ya to chandni raaten,
tum sey kuch na kehti hon,
us ghari samajh lena ,
tum ney ek khata ki hai
baarishon k mausam main,
tum ney jis ko chorra tha,
wo hi tum ko pyara tha,
tum ney jis ko thukraya,
us main dil tumhara tha,
ab saza to milni hai
baarishon k mausam main ,
us ki siskiyan tum ko ,
raat bhar satati hain,
us ki sard aahen bhi ,
dard e dil jagati hain,
tum udaas rehtey ho.
baarishon k mausam main,
jab kisi ki yaad aaye,
us ghari samajh lena,
aaj tum jo tanha ho,
tum sey door reh kar tou,
aaj wo bhi tanha hai....
barishon k mausam main"[/
tum zara sa roa lena,
apne roatey chehre ko,
baarishon main dhoa lena
baarishon ka mausam bhi ,
jab bura lagey tum ko,
or apni shaamain bhi,
tum ko tanha lagti hon,
ya to chandni raaten,
tum sey kuch na kehti hon,
us ghari samajh lena ,
tum ney ek khata ki hai
baarishon k mausam main,
tum ney jis ko chorra tha,
wo hi tum ko pyara tha,
tum ney jis ko thukraya,
us main dil tumhara tha,
ab saza to milni hai
baarishon k mausam main ,
us ki siskiyan tum ko ,
raat bhar satati hain,
us ki sard aahen bhi ,
dard e dil jagati hain,
tum udaas rehtey ho.
baarishon k mausam main,
jab kisi ki yaad aaye,
us ghari samajh lena,
aaj tum jo tanha ho,
tum sey door reh kar tou,
aaj wo bhi tanha hai....
barishon k mausam main"[/