♥☆∂яєαмιηg яσѕє♪
09-10-2011, 04:06 AM
Kisi ne kah dia mujhe
yar dhang se chala kar
yun fakkad na dikha kar
zara style me chala kar
Engineer ho thoda sa maintain to kiya kar!!
Humne gusse me kaha- lo kar lo baat:-
ab tu mujhe sikhayega
jeene ki raah batayega
ek patthar dil insaan ab
mujhe zazbaaton ki kahani sunayega
dekh zara charon taraf ghuum ke
mujh sa Nirala style kahan payega
aaine me dekhega tu aur
shakal meri hi payega!!
yar dhang se chala kar
yun fakkad na dikha kar
zara style me chala kar
Engineer ho thoda sa maintain to kiya kar!!
Humne gusse me kaha- lo kar lo baat:-
ab tu mujhe sikhayega
jeene ki raah batayega
ek patthar dil insaan ab
mujhe zazbaaton ki kahani sunayega
dekh zara charon taraf ghuum ke
mujh sa Nirala style kahan payega
aaine me dekhega tu aur
shakal meri hi payega!!