Owi
09-10-2011, 02:03 AM
Ghumgeen si hai bay-taab si hai
Ummeed yahaan aik weham si hai
Taskeen yahaan ik khuwaab ki si hai
Duniya mein khushi ka naam nahi
Duniya mein khushi nayaab si hai.
Ummeed yahaan aik weham si hai
Taskeen yahaan ik khuwaab ki si hai
Duniya mein khushi ka naam nahi
Duniya mein khushi nayaab si hai.