(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
09-09-2011, 03:29 PM
Bikta hay husan bhi, zikar misar k bazar ka kar lon
Ya Tazkara Anaar kali Saleem k darbar ka kar lon
Din es qadar tohamaten Mujay Aalam-e-Ishq ne
Sochta hon rukh apna bhi Saf-e-Aghyar ko kar lon
Kehta hay ghalib ishq bhi aik kaam hota hay
Chalo phir fikar darvesh, apne rozgaar ka kar lon
Gunah-eIshq sunta hon main, Sadiyon se jari hay
Main jata hon k aik tawaaf pane dildar ka kar lon
Azan-e-Husan deti hay tere rukhsar ki masjid
Ijazat ho darvesh, Honton se ek sajda payar ka karlon