Haadi
09-07-2011, 12:21 PM
Bohat Masoom hasrat hai.
Batao kya kia jaye…?
Mujhe tum se Muhabbat hai.
Batao kya kia jaye…?
...
Jo suraj doobta daikhon ye Dil bhi doobta jaye
Ajab si aaj apni haalat hai Batao kya kia jaye…?
Tumhn milne ki chahat mujhy kab hai Mery piyary
Dil-e Naadan ki ye zid hai Batao Kya Kia jaye