Log in

View Full Version : Aik Achi Baat!


AnOsH
01-30-2009, 10:14 PM
Hazrat Moosa (Aleh-e-Salam) Ne Allah Se Arz Kia:-

Ya Allah KIA hi acha hota ke dunya me 4 cheezen na hoti

(1) Zindagi hoti maut Na hoti
(2) Sehat hoti bemaari Na hoti
(3) Daulat hoti tangdasti Na hoti
(4) Jannat hoti doozakh nahoti

GHAIB SE AWAZ AAEE:-

(1) Agar zindagi hoti maut Na hoti to mera deedaar kaise hota
(2) Sehat hoti bemaari Na hoti to mujhe kon yaad karta
(3) Doulat hoti tangdasti Na hoti to mera shukar ada kon karta
(4) Jannat hoti doozakh Na hoti to mere azaab se kon darta


Qayamat ka ek din 50 hazar saal ka hoga yani 1 namaz QAZA 2crore 88 lakhs
saal Jahanum mein (namaz qaza karne se itni badi saza hai toh socho
namaz nahi parne se kitna AZAAB hoga) Ye sab logon ko bhejo agar kisi ko
bhi hidaayat mil gayi to qayamat tak sawab milayga Aur shayad yehi kaam
jo ke 1 minute se ziada nahi lega tumhari maghfirat ka bahana ban
jaye....

Ya Allah Hame Namaz-e-Panjgana ada karni ki tofeeq ata farma

aur hamari namazee qabool farma.

Ham pe reham farma (Amin)

A L i
01-30-2009, 11:49 PM
bahut hi achi baatien hain

MashALLAH

ShArArTi MuNdA
01-31-2009, 06:36 AM
Ameen.. nice sharing

Nida-H
01-31-2009, 10:31 AM
JazakAllah..nice sharing !!

chinamanx
01-31-2009, 11:42 AM
forums ke liyay to bara time nikaalteeee ho kabhi upar walaay kay liyay bhi time nikaalooo lol

AnOsH
01-31-2009, 04:53 PM
isliye to ye bnaya!


thnxx every1 4 likin

Humaila
02-11-2009, 10:00 PM
JAZAKHALLAH.. Bohat hi achi sharing hai..
Jo kuch bhi hota hai achey k lye hota hai.. Aour ALLAH(swt) behtaar jan'ey wala hai humarey lye kya acha aour kya bora hai....

AnOsH
02-11-2009, 11:02 PM
thnxx 4 likin humaila
n i totally agree wid u :)

Maharani
02-11-2009, 11:12 PM
Ameen.. nice sharing

sumaira.ameel98
12-01-2009, 11:16 AM
nice,,,,,,,,,,

jhalak
12-01-2009, 11:33 AM
boht aachi baat hy allah hum sub ko es per aamal karne ki tofik aata farmay (ameen)

!«╬Ĵamil Malik╬«!
06-17-2010, 08:11 PM
Jazak allah

Copyright ©2008
Powered by vBulletin Copyright ©2000 - 2009, Jelsoft Enterprises Ltd.