m.asghar mirpuri
09-01-2011, 01:56 AM
Wo samjhta hai keh mere baaray sab janta hai
Mujeh uss seh kitna pyar hai yeh kab jaanta hai
Aahgaz mein mere pyar ko jo dil lagi samjta raha
Meri mohabat sachi hai yeh baat ab janta hai
Doston neh tou youn he badnaam kar rakha hai
Aadmi bura nahein hoon yeh mera rab janta hai
Uss ki har baat ki Asghar aisi tasdeeq karta hai
Uss keh kehne seh din ko shab janta hai
Tujh peh khaas karam hai apne Mola ka Asghar
Teri shayari ki badaulat tujeh jag janta hai