m.asghar mirpuri
08-24-2011, 06:43 PM
Duniya badi moo zor hai saayein
Yeh banda kamzor hai saayein
yahan koi kisi keh kaam nahein aata
yeh nafsa nafsi ka daur hai saayein
kis ko munn ka meet banaahein
Har koi yahan chor hai saayeinn
Mein kisi ko dil deh baitha
Ishaq peh kis ka zor hai saayein
Aise mard ko janat milay gi
Jo dou bivion ka shour hai saayein
Aap ki nazroon mein hum chote sehi
Mehfloon mei apni tohr hai saayein
Asghar ki shayari ki dhoom macha deh
Teri bazam ka bada shor hai saayein
Yeh banda kamzor hai saayein
yahan koi kisi keh kaam nahein aata
yeh nafsa nafsi ka daur hai saayein
kis ko munn ka meet banaahein
Har koi yahan chor hai saayeinn
Mein kisi ko dil deh baitha
Ishaq peh kis ka zor hai saayein
Aise mard ko janat milay gi
Jo dou bivion ka shour hai saayein
Aap ki nazroon mein hum chote sehi
Mehfloon mei apni tohr hai saayein
Asghar ki shayari ki dhoom macha deh
Teri bazam ka bada shor hai saayein