Mf Great Power
08-21-2011, 08:09 PM
Maine gham ka libas pehna hai
bas yahi zindagi ka gehna hai
hai taqaza meri wafao ka
patharoo ko gulab kehna hai
meri fitrat hai sahilo k khilaf
or tujhy sahilo pe rehna hai
panio pe dastan na likho
panio ka mizaj behna hai
waqt tehra hai kab kisi k liye
aj keh do tmhai jo kehn hai...
bas yahi zindagi ka gehna hai
hai taqaza meri wafao ka
patharoo ko gulab kehna hai
meri fitrat hai sahilo k khilaf
or tujhy sahilo pe rehna hai
panio pe dastan na likho
panio ka mizaj behna hai
waqt tehra hai kab kisi k liye
aj keh do tmhai jo kehn hai...