Wish
01-27-2009, 05:46 PM
Hazrat Mohamad (S.A.W.W) Ney IRSHAD Farmaya
AUR Aik Waqat Aisa Bhi Aaye Ga Jab Log Neki Ko Mayub Aur Badi Per Fakhar Mehsos Kerain Gay,
Us Waqat Her Tarah Ki Aasaish Muyasir Hoon Gi Her Ghar Mein Nach Gana Ho Ga Log Muktlif Bemariyo Aur Perashanio Mein Mubtla Hoon Gay,
Maa Aur Nokrani Mein Koi Farq Na Ho Ga Log Imartein Aik Dosrey Sey Onchi Banayen Gay Her Taraf Qatal-o-Garat Ho Ga Na Qatal Honey Waley Ko Pata Ho Ga Main Kew Qatal Hoa Aur Na Qatil Ko Pata Ho Ga Main Ney Kew Qatal Keya
Ap (S.A.W.W) Ney Farmaya Aur Jab Aisa Dor Aaye Ga To Kasrat Sey Astaghfar Perhna Kew K Yeh Sab Sey Mufeed Amaal Ho Ga