Miss Habib
08-13-2011, 11:09 PM
Ik qafla ik andheri gali se guzra, unke paon mein kankrian chubhin, kuch logo ne is khayal se k ye kisi or ko bhi chubh sakti hain, neki ki khatir utha kar jaib mein rakh li, kuch ne zyda, kuch ne kam.
Jab andheray se bahir a kar dekha to wo heeray the, jinhon ne uthaye wo pachtae k km kyon uthaye, jinhon ne nahi uthaye wo bhi pachtaye.
Duniya ki zindagi ki misaal isi andheray ki he, Neki kankrion ki tarah he is zindagi mein kardi wo akhrat mein Heeary jaisi qeemti ho gi or insaan trsay ga k zyda kyon na ki