CaReLeSs
08-08-2011, 08:38 PM
Baarha tujh say kaha tha Mujhay apna na bana..
Ab Mujhay choor k duniya main Tamasha Na bana..
Na Dikha paye ga tu Khuaab maire ankhoon k..
Ab b kehta hoon Musawwir!! Mera chehra na bana..
Aik yahe Gham mairay marnay k liay Kaafi hai..
Jaisa tu chahta hai Mujh ko waisa na bana..
Ye Khuda ban k Riaayat nahe kartay hain....
***WasI***
Husn Waloon ko kabhi Kibla o Kaaba na bana........!!