ShArArTi MuNdA
01-24-2009, 06:11 AM
Tumhi akser in ankhon ko dikhana bhoul jatey ho
bhari mahfil mein hum sey dil lagana bhoul jatey ho
terey qadmoon ki simmat daikhti hein doundti aankein
magan ho tum hamari simmt aana bhoul jatey ho
bouhat hein mantey hein hum terey zahnon gumaan lakin
humein hi dastaney dil sunana bhoul jatey ho
bhouhat khiltey ho tum mahfil mein apni mil k sakhyoon sey
hamari baat peh kiun muskurana bhoul jatey ho
waisey tu bouhat arman hein ik saath chalney k
mager tum khouf mein qadam uthana bhoul jatey ho
terey hontoon peh her lamha khushi k phoul khiltey hein
wahan tum kiun muhabat ka tarana bhoul jatey ho