ShArArTi MuNdA
01-24-2009, 06:08 AM
Whohi rahber wohi talib mager ahsas nahin hein
who fikro shok o lagan bahtari ilmas nahin hein
humari souch ko soucho gay tu pohncho gay kab yaro
hein kuch ilfaz jo ab shairon k paas nahin hein
bhouhat hum ney dikhey hein tumhein bhi pyar k mousam
laga hai yeh k humein pyar bhi ab rass nahin hai
kabhi samjo kabhi soucho zara ali k jazbon ko
humein ab souchtey rehney ki zara pyass nahin hai
kahan gum ho khayalon ki falak beeni fazaon mein
tu mat doundo humein shair bhi hum kuch khas nahin hein
tum bichrey ho tu such boulon humari kia kaifiyat hai
barasti tu yeh ankhein hein mager udas nahin hein