» ßerükhï «
01-23-2009, 10:09 PM
Dard-e-dil apna sunata hoon kabhi jo ek din
Rehta hai us naazneen ko dard-e-sar do din talak
Dekhte hain khawab mein jis din kisi ki chashm-e-mast
Rehte hain hum do jahaan se bekhabar do din talak
Gar yaqeen ho yeh humein aayega tu do din k baad
Toh jiyen hum aur iss ummeed par do din talak