life
08-05-2011, 04:05 AM
Usse mere haal ki khabar nahi
Ya duaa ma meri asar nahi
Mujhe dar'paish dhoop ki musaafatain
Meri raah mein koi shajar nahi
Tere baad koi guzre yahaan se
Mera dil hai koi Rah'guzar nahi
Jahan teri yaadon ko baha sakoon
Wasi itna koi samandar nahi
Wasi Shah
Ya duaa ma meri asar nahi
Mujhe dar'paish dhoop ki musaafatain
Meri raah mein koi shajar nahi
Tere baad koi guzre yahaan se
Mera dil hai koi Rah'guzar nahi
Jahan teri yaadon ko baha sakoon
Wasi itna koi samandar nahi
Wasi Shah