Abewsha
08-04-2011, 12:12 AM
wafa ki jang mat larna ye bekar jati hai,,
Zamana jeet jata hy mohbbat haar jati hai,,
humara tazkara choro hum aise log hain jinko,,
mout kuch nahi kehti tanhai marr jati ha.........