» ßerükhï «
01-21-2009, 07:13 PM
Daini chaahi khushi diya dard tujhe ...
Apni har khata qubool hai mujhe.
Mausam hai yeh toh badalta hi rahega..
Mat samajh mere dost bewafa mujhe.
Khud ko mat dey saza meri ghalti ki..
Apni har saza manzoor hai mujhe!
Meri maut pe toh har aankh nam thi..
Par tu hanste huwe dafna gaya mujhe.
Murh k dekhta to ek baar e-dost..
Meri kabr pe diye rakhe thay bujhe..
Tere khyalon pe haq toh mera bhi hoga kuch,
Aise hi nahi bheegi aankhein teri yaad kar k mujhe
Apni har khata qubool hai mujhe.
Mausam hai yeh toh badalta hi rahega..
Mat samajh mere dost bewafa mujhe.
Khud ko mat dey saza meri ghalti ki..
Apni har saza manzoor hai mujhe!
Meri maut pe toh har aankh nam thi..
Par tu hanste huwe dafna gaya mujhe.
Murh k dekhta to ek baar e-dost..
Meri kabr pe diye rakhe thay bujhe..
Tere khyalon pe haq toh mera bhi hoga kuch,
Aise hi nahi bheegi aankhein teri yaad kar k mujhe