imaan
07-23-2011, 01:04 PM
har baar mujhy zakhm-e- judai na dia kar
agr to mera nahi to mujy dikhai na dia kr
sach jhoot teri ankho se ho jata hai zahir
qasmein na utha itni safai na dia kr
maloom hai rehta hai to ub mujh se gurayza
pass aa k muhabat ki duhai na dia kar
urr jayein to phir loat kr nahi aty wapis
har baar parindo ko rehai na dia kar,,