drmaqsoodhasni
07-17-2011, 10:35 AM
Bai’waris lashain
Mein nay hamaisha shachae ka naam taqat samjha aur mairi baad’qismati baiwaqoufi, pagal’pana aur damaghi bokhar/khalal yah’hi hai kah mein ab bhi bohat say tarikhi aur zati tajarbaat kay ba’vajoud, es hamaqat say monsalik nazriya’ay par yaqein rakhta houn.
Rouz-e-awal say taqat; kisi bhi sata say motala’aq ho, kam’zouroun ko latarti aae hai aur oon say oon kay moashi, samajhi, moasharti, siyasi insani yahaan tak kah shakhasi haqouq bhi cheinti aae hai. Kisi daftar, kort kachairi, vadairay, ghonday moali waghera kay darbar main chalay jaein, kuch nahain dasyaab ho sakay ga. Zindgi lartay martay aur apni hi zaat say jang kartay gozar ja’ay gi.
Bai’waris lashoun kay moqadar main aahain aur aansu nahain hotay aur na’hi onhain kafnaya aur dafnaya jata hai.