life
07-16-2011, 01:11 AM
Muhabbat mein woh adawat ke diye bhi sath rakhta hai ,
Woh mujh se pyar karta hai gilay bhi sath rakhta hai ,
Bazaahir wo baray shehron ka ik tanha musafir hai ,
Woh apni zaat mein kuch qaaflay bhi sath rakhta hai,
Woh mujh ko sochta hai or ta'aluq bhi nahin rakhta ,
Qareeb aata hai lekin faslay bhi sath rakhta hai ,,