Miss Habib
07-13-2011, 07:16 PM
Mohabbat ki tammana he to phir wo vasf paida kar
Jahan se ishq chalta hai wahan tak naam paida kar
Agar sacha hai meray ishq main to Aaye Bani Aadaam
Nigah-e-Ishq paida kar
Jamal-e-Zarf paida kar
Main tujhko tujh se zyda or sabse zyda chahon ga
Magar shart ye he k apne andar meri justaju to paida kar
Agar na badlon teri khatir har aik cheez to kehna
Tu apne app mein pehlay Andaaz-e-Wafa to paida kar