)*¤° ąℓɨƶą ąhʍ€ď °¤*(
07-05-2011, 10:11 AM
Khoi khoi aankheen
Bikhare baal
Shikan alod kaba
Lota lota insaan
Saye ki tara semere sath
Raha karta hay
Lekin
kisi jagah mil jaye to
Ghabra k mor jata hay
Aur phir dour se ja kar
Muj ko takne lagta hay
Koun hay yeh ?
Bikhare baal
Shikan alod kaba
Lota lota insaan
Saye ki tara semere sath
Raha karta hay
Lekin
kisi jagah mil jaye to
Ghabra k mor jata hay
Aur phir dour se ja kar
Muj ko takne lagta hay
Koun hay yeh ?