life
07-01-2011, 04:31 PM
aaj jab barish hui,
yeh bhi ik khayal aaya,
kyun na ik baadal ko,
razadaan banaaun mein,
jo bhi mujh par guzri hai,
usko sub sunaaun mein,
tum say jo bhi kehna hai,
usko sub sunaaun mein,
phir tumharay dil par wo,
aaj he baras jaaey...
yeh bhi ik khayal aaya,
kyun na ik baadal ko,
razadaan banaaun mein,
jo bhi mujh par guzri hai,
usko sub sunaaun mein,
tum say jo bhi kehna hai,
usko sub sunaaun mein,
phir tumharay dil par wo,
aaj he baras jaaey...