M A H i
06-30-2011, 07:07 PM
Sar-e-taq-e-jaa'n na charagh hai,
Pas-e-bam-e-shab na sahar koi
Ajeeb ek arsaa-e-daraaz hai,
Na gumaan hai na khabar koi
Sar-e-bazam jitnay charagh thay,
Wo tamaam tar shanaas thay
Teri chasham-e-khush k lihaaz say,
Nahin bolta tha magar koi ...
Pas-e-bam-e-shab na sahar koi
Ajeeb ek arsaa-e-daraaz hai,
Na gumaan hai na khabar koi
Sar-e-bazam jitnay charagh thay,
Wo tamaam tar shanaas thay
Teri chasham-e-khush k lihaaz say,
Nahin bolta tha magar koi ...