Sami
06-30-2011, 01:02 AM
jitna bhi usko sochon utna hi door paon
jitna bhi usko chahoon
khud hi bikharta jaon
main aam sa musafir be-aas … be-sahara
wo door kahin basta
ek Aasmaan ka tara
main rait se ulajhti sehraon ki hawa hoon
wo sahilon pe chalta bad-e-saba ka jhonka
Haan farq to bht hai …
par baat ye faqat hai
main laakh toot jaon …
khud hi se rooth jaon …
Par Ye Na hoga Mujhse K Main USKO bhool jaon