View Full Version : Urdu SmS
Aslam o Aalikum
-------------------
http://i52.tinypic.com/30060li.jpg
Khoon
Is
Dauor
Men
Gar Yehi Haal Raha Saaqi Tery Maekhano Ka.!
.
Dher Lag Jaega Toote Hue Paimano Ka.!
.
Qahat Dunya Men Hay Ab Ayse Musalmano Ka..
.
Zor Jo Tor Diya Karte Thy Tufaano Ka.!
.
Koi KHALID he
Na TARIQ He
Na He ibn-e-QASIM.
.
Raasta Saaf He Barhte Hue Shetano Ka.
.
Jis Jaga Chaho Jahan Chaho Baha Do Is Ko.
.
Khoon
Is
Dauor
Men
Sasta
He
MUSLMANO
Ka..!
http://i51.tinypic.com/2a4rc4k.jpg
Aajab
Pehali
Hai Ye
Hathon Ki Lakeeron
Main
Safar
Likha
Hai
Magar
Rasta
Nahi
Likha...
http://i54.tinypic.com/33ku59e.jpg
Gham Hi Gham
Is duniya mein tumhein dosti kam milein ge
is duniya mein gham hi gham milen ge
jis mor par duniya tumhara sath chor degi us mor pr
dost tumhe hum milen ge.
Masla phool ka hai
Wo tou Khushboo hai Hawaoon mai phail jaye gi
Masla phool ka hai wo kdhr jaye ga
Sirf Hum
Aap ko chahney waly kam na honge
waqt k sath shayad hum na honge
kitni bhi dosti kijiye ga kisi se aap ki
yadoon k haqdar sirf hum hi honge.
Hosh tab ayee
Kisi ko jorney mai itnay magan thy hum…Mohsin
hosh tab aya jab apnay Wajood k tukrey Dekhay
Chahye Dua Kisi Ko
Main Shehar Bhar Main Aik Hi Aziyet Pasand Hoon Mohsin
Gar Chahye Dua Kisi Ko To Mera Dil Dukheye
Wo jo ehsaas ki munzil
Wo jo ehsaas ki munzil say guzar
jatay hain wo kissi chaap say
aahat say bhi dar jatay hain.
Yah alag baat hai
Yah alag baat hai saawi kay mujay
hosh nahin hosh itna hai kay
mein tujh say
faraamosh nahin.
Bhar aayi meri aankhen jab uska naam aaya
Bhar aayi meri aankhen jab uska naam aaya
ishq nakam sahi phir bhi bahut kaam aaya
hamne mohabbat me aisi bhi guzaari raatein
jab tak aansu na bahe dil ko na aaraam aaya
Apni umar ganwa di
Apni umar ganwa di phir bhi Basti
kay sab logon nay. Mujh ko yaa tu
pathar sumjhaya moom ki gurya.
Tanhai jab muqaddar mae likhi hai
Tanhai jab muqaddar mae likhi hai
Tu kia shikayat apne or begano se
Hum mit gaye jinki chahat me
wo baaz nahi aatey humein aazmaney se
Kaisay khe doon
Kaisay khe doon kay mujhay choor dia
hai us nay. Baat tu such hai magar baat
hai ruswai ki.
Dil to karta hai
Dil to karta hai zindagi ko kisi katil kay hawale kar don
judai mein ye roz roz ka marna mujhe acha nahin lagta...
Qaasid payam-e-shoq
Qaasid payam-e-shoq koitna na kar
taweel Khana faqat yah un
say kay aankhain taras rahi hain.
Jaan pyari bhi Nhi, Jaan se jatay bhi Nhi ....
Ho chuka Qata Taluq to Jafayen kyun hun
jin ko Matlab Nhi rehta wo Satatay bhi Nhi ...
Zeest se Tang ho ay Dagh to Jeetay kyuN ho
...Jaan pyari bhi Nhi, Jaan se jatay bhi Nhi ....
Khafa
Kabhi wo fida kabhi wo wafa ho jati hai
aaye din wo najane kioon bewafa ho jati hai
mein kisi aur larki se do pyar ki batein karoon
to wo in choti batoon per khafa ho jati hai.
Sham Chiraghon
Main ne har sham chiraghon se saja rakhi hai
shart phoolon se laga rakhi hai
najane kis gali se tum aajo mein ne har gali
phoolon se saja rakhi hai.
Ratein
Ratein gumnam hoti hai
dil naam hota hai
hum zindagi kuch tarah jite hain
k har lamha sirf dosti k naam hota hai.
Ahat Ki Aas
Dil ko kisi ki ahat ki aas rehti nai,
nazron ko teri sorat ki piyas rehti hai
mere pass kisi cheez ki kami to nahi
lakin tere baghair zindagi udas rehti hai.
Barbad Ishq
Pyar muhabbat ka din bhi ejad hogya hai,
har ashiq ka dil muhabbat se aabad
hogaya hai.
aik hum hain jo mehroom hi rahe pyar ke lafzoon se
tare bhai kahne se mera ishiq barbad hogaya gai.
Us Ne To Aankh Bahr Ke Dekha Nahi Mujhe
Ek Shaks Pas Reh Ke Samjha Nahi Mujhe
Is Baat Ka Malal Hai Shikwa Nahi Mujhe
Main Us Ko Bewafai Ka Ilzam Kaisay Dou
Us Ne To Ibteda Se Hi Chaha Nahi Mujhe
Pathar Samajh Kar Paon Se Thokr Laga Dia
Afsos Teri Aankh Ne Parkha Nahi Mujhe
Kya Umedein Baandh Kar Aaya Tha Samnay
Us Ne To Aankh Bahr Ke Dekha Nahi Mujhe
Har qadam pay
Har qadam pay imtihan
lati hai zindagi
Har waqt naya sadma
dati hai zindagi
Ham zindagi say shikwa
kaisay karain
Tujh jaisa dost bhi tu
dati hay zindagi.
WAPDA Walaon Se Hamein Itni Mohabbat Hai FARAZ
Ke Wo Roth Jain To Humain Neend Nahi ATii
eik pathanan Wapda Office Fone Kr K Bola...
Janab Light Band Kr Do
wapda Wale.. Hiran Ho Kar Q Sir...
pathan... Wo Yara Hmaray Dimagh Me
1 Naya Gali Aya Hai
Wo Tumko Dena Hy.
Us Ne To Aankh Bahr Ke Dekha Nahi Mujhe
Ek Shaks Pas Reh Ke Samjha Nahi Mujhe
Is Baat Ka Malal Hai Shikwa Nahi Mujhe
Main Us Ko Bewafai Ka Ilzam Kaisay Dou
Us Ne To Ibteda Se Hi Chaha Nahi Mujhe
Pathar Samajh Kar Paon? Se Thokr Laga Dia
Afsos Teri Aankh Ne Parkha Nahi Mujhe
Kya Umedein Baandh Kar Aaya Tha Samnay
Us Ne To Aankh Bahr Ke Dekha Nahi Mujhe
Tanha Hoon Teri Tarha
Kash K Ab K Bars Wo Yeh Keh Day .
Aao K Tanha Hoon Teri Tarha
Tery Liye.
Dhundla Rahey Hein Shehr K Jaltay Howey Charagh
Aey Neend Aa Bhi Jaa... K Boht Raat Ho Chukki..
Parveen Shakir....
Hoon To Khafa Us SE
Per Janay Phir B Kiyn...
Na Chaah Kar Bhi Us Ko Chahna Acha Lagta Hai...
Haqeeqat Se Hoon Dhoor..
Ye Mujh Ko Hai Pata...
Per Jaan K Anjaan Rehna Acha Lagta Hai...
Qaayel Nahi Main Ronay Ki Phir B Kabhi Kabhi...
Tanhai Main Kuch Dair Rona Acha Lagta Hai...
Tu MERA Tha
Tu MERA Hai
Tu MERA Rahay Ga...
Kuch Pal Is Khawab Mein Khona Acha Lagta Hai..
Allah se kaho
I LOVE U
Allah se kaho
I MISS U
Namaz se kaho
I BELIVE U
Quran se kaho
I TRUST U
Rasool se kaho
I HATE U
Gunaho se kaho
I aM Muslim fakhr se kaho.
mana kay keemti hay waqt tera...magar
hum b nayab hain baar baar nahi mila karty..
Hum To Be-Naam Se Be-Aasra Log Hain.
Koi Agar Yaad Bhi Rakhay Ga To Us Ki inayat Ho Gi..
Meri baton pe hansta tha
Najaney shkas tha kaisa
Muje khoney se darta tha
Muje jab be wo milta tha
Yahe hr bar kehta tha
Suno
Agar mein bhol jaon to
Agar mein rooth jaon tho
Kabi Wapis na aon to
Bhula pao gy ye sab kuch
Yonhi hansty rho gy kia
Yehi batein hen bas us ki
Yehi yadein han bas us ki
Muje Bas pata hai itna
Muje wo pyar kerta tha
Muje khone se darta tha..
Badalne Wale Toh Har Cheez Badal Dete Hain
Kamaan Se Nikla Teer Badal Dete Hain
Tum Toh Mere Chaar Ansu Na Badal Sake
Badalne Wale Toh Taqdeer Badal Dete Hain
Saza ban jati hain Guzre huwe waqt ki yaadein.. FARAZ
Najaney Q chor janey ke liye Meharbaan hotey hain Log…
Dil to karta hai zindagi ko kisi katil kay hawale kar don
judai mein ye roz roz ka marna mujhe acha nahin lagta...
Mujhko itna Bhi Na Yaad Aao K Main Khud Ko Tum Samjh Baithun......
.
.
Mujhe Ehsaas Rehne Do K Meri Apni Bhi Koi Hasti Hai......
apNi mOhaBat ki kOi waZahat Nahi kaRta
HaaN ye DiL uS k SiWa kOi Chahat Nahi kaRta
aik Hum haiN jO khuShiyaN bhi NiChhawaR ker dety haiN
Aik wO hai jO DaRd Bhi iNayat Nahi kaRta
......
jaB bhi uSay bHOoLny ki koShiSh ki hai
MeRe aNdaR hai kOi jO MeRi HimayaT Nahi kaRta..
hum tmhein pa kar khona nahi chahtey
tmhari judai ma rona nahi chahtey ...
tum hamesha sirf hamary hi rehna
kui ka hum bhi kisi ka hona nahi chahtey
jab main ne asman se pocha apne dard ka muqam
barish bhi barsi thi mere ansoon k sath.
Koi aisa pal b hua kry
Me kahon to bus wo suna kry
Mri furstain mry mashghlay
Sabhi apny nam likha kry
Koi bat ho ksi sham ki
Koi zikr ho kisi rat ka
Josunany bethon usy kbi
Wo suny to sun k hansa kry
Jo me kehon chlo us nagr
Jahan jugnuon ka hjoom ho
Wo palat k dekhy mri taraf
or muj ko PAGAL kaha kry
Kitny log hain!
Mery milny waly..!
Mery chahny waly..!
Mery sung hansny waly..!
Mery dukh main rony waly..!
Phir b jany kyun kwahish hai..!
Koi..!
Tum sa ho
Wo bndagi ki aisi misaal deta hai,
Aawargi ko shriyat mein dhaal deta hai,
Wo khush kalaam hai is drja baat krne mein,
K hurf hurf ko Husn-o-jmal deta hai,
Main uska sath jo mangun zindgi bhr ko,
Brry haseen treeqy se taal deta hai,
Ye jaan kr bhi k mera wo ho nhi skta,
Wo dekhta hai yun!
Shash-o-pnj mein daal deta hai,
Sawal jaisy k pnaah mangty hon ankhon se,
Jwab ankhon se aisy kmaal deta hai.
Sham Ka Manzar,
Uljha Rasta,
Ek Kahani,
Tu Or Mein,
Dhalta Suraj,
ßarhta Saya,
Kashti Rani,
Tu Or Mein,
Band Ik Kmra,
Chup Ka Manzar,
Bhuli Bisri,
Deepak Yaad,
Tanhai,
Dukh,
Khof Ki Lazzat,
Dilßerjani,
Tu Or Main,
Titli,
Khushbu,
Rang Ki Baaten,
Shabnam Se
Shrmilay Khuwab,
Aas Ka Panchhi,
Gum Sum Khawhish,
Rat Ki Rani
Tu Or Main,
Palken
Chilman,
Shrma Sharmi,
Kam Kam
Goya Nazren,
Qurb,
Raaton Jaisi
Seedhi Sadhi
Ik Nadani,
Tu Or Main..
دھوپ میں کھو گیا وہ ہاتھ چھڑا کر راشد
گھر سے جو ساتھ چلا تھا میرا سایہ بن کر
آئینہ رکھ کے سامنے یارب وہ فتنہ ساز
ترمیم کر رہا ہے تیرے شاہکار میں
خُوشی ملی تو کئی درد مجھ سے روٹھ گئے
دُعا کرو کہ میں پِھر سے اُداس ہو جاؤں
ہاں یہ ضروری شرط ہے منزل کے واسطے
راہِ سفر نہ دیکھ شریکِ سفر کو دیکھ
Kabhi teri palkon mein jhilmilaon
mein
tere khayalon mein
khud ko bhool jaon main
beech samundar mein jakar
dhakka mat dena
kaho to kinare par hi doob
jaon main....
Dil se dil badi mushkil se milte
hain
toofano
mein sahil bads mushkil se
mi'ie hain yu to mil jate hasn
hazaron
magar aap jaise dost naseeb
waio ko milie hain
Zehar dete hain or kahte hain k lena ho ga
jab me le lon to kehte hain k pina ho ga!
jab me pilon to kehte hain marte kion nahi
Me mar jaon to kehte hain jena ho ga.
Lafzo ki tara muje kitabon me mila kar,
Duniya se dar he to khwabo me mila ker,
Pholon ka khusbo se taluq he zrori,
Ban k khusbo muje gulabo me mila ker.
Sachi he dosti aazma k dekh lo,
kar k yakin muj pe mere pas ake dekh lo
badalta nahi kabhi sona apna rang,
chahe jitni bar marzi ag me jala k dekh lo.
Dharkano ko sun kar b
Tumhe pyar ki khabar nahi hoti
Kia mehsos karo ge tum dil ka dard
Dil k totne ki to awaz bi nahi hoti
Sirf chahna se baat
nahi hoti suraj
ke saath kabhi raat
nahi hoti hum jise chahte hai jaan
se
b zyada samne to hote hai liekin
baat nahi hoti....
Raate gumnaam
hot! hai din kisi ke nam
hota hai hum zindagt kuch is
tarah jeete hai
ki har limha aap
jaise dost ke naam
hota hai......
Khubia itni to nahi humme
ke kisi ke dil mein ghar kar
jayenge par bhulna bhi asaan
nahi
hoga
aisa kuch zarur kar jayenge
Zindagi jaise ek
saza si ho gayi hai, gham ke
saagar me is
kadar kho gayi hai,
tum kar do ek SMS yeh guzarish
hai meri, tumari SMS ki adat si ho
gayi hai.
Mar ker bhi ussay dekh ker muskrata
dil tha
Jo mera khwabon mere armano ka
qatil tha.
Yeh khwab hai mera mein sameat
loon un aansoo ko
Jo tere liye kharab hote or mere liye
nayaab hote.
eh khwab hai mera ke mein dekhoon
jo kabhi kaheen bhi
O meri aankhon ke munzer tere
durshun se seraab hote.
Yeh khwwab hai mera mein
sameatoon un kirno ke zeroon ko
Jo teri khushbo buddan ke chone
main kamyab hote.
kuch mitti me mil jaty hn
kuch lafz ada hojaty hn
kuch honton me sil jaty hn
Mana k adhoray rehty hn
...
per khuab tu sub k hoty hn
kuch kho kr bhi pa letay hn
kuch paa kr b kho dety hn
yahan apni apni bari per
mere dil main koi masoom sa bacha hai Wasi,
jo tujhe sochta rehta hai shararat ki tarhan..
Tujhay Ishq Ho Khuda Karay
Tujhay Us Say Koi Juda Karay
Taire Hoont Hansna Bhool Jaain
Taire Aankh Pur-Num Raha Karay
To Us Ki Baatain Kya Karay
...To Us Ki Baatain Suna Karay
Tu Thehar Jaey Usay Dekh Kar
Wo Nazar Jhuka Kar Chala Karay
Tujhay Dosti Bhi Na Raas Aae
To Tanha Tanha Phira Karay
Tujhay Hijar Ki Wo Jhari Lagay
To Milan Ki Har Pal Dua Karay
Taire Khuwaab Bikhrain Toot Kar
To Kirchi Kirchi Chuna Karay
To Gali Gali Sada Karay
To Nagar Nagar Phira Karay
Tujhay Ishq
ab main ne asman se pocha apne dard ka muqam
......barish bhi barsi thi mere ansoon k sath.
Dua apne lye mangna ibadat he.
Or
Dua dusron k lye mangna khidmat hai.
Ibadat se jannat milti hai.
aur
Khidmat se KHUDA milta hai…
chalo Doston mohabat ki naee bunyaad rakhte hain…
khud paband rehtay hai usay azaad rakhtay hain….
Ik roop k sagar me nahati rahin aankhen
Khuch khuwab mere dil me sajati rahin aankhein
Yadoon k darechy pe wo deti rahin dastak
…
Kal raat bohat mujh ko satati rahin ankhen
Palkon se tapakne na dia aik bhi ansoo
Ye rasm e muhabat bhi nibhati rahin aankhen..
una Hai Yaad Kartay Ho
K Jub B Shaam Dhalti Hai
Hijr Me Jaan Jalti Hai
Tm Apni Raat Ka Aksar Sukoon Barbad Krty Ho
Suna Hai Yaad Kartay Ho
K Jb Panchhi Loat Aaty Hain
Ghamon K Geet Gaaty Hain
Suno.. tm Loat Aao Na
Yehi Faryad Krty Ho
Suna Hai Yad Kartay Ho
Sitary Jb Falak Pe Jagmagaty Hain
Wo Beety Huwy Pal Khoob Rulaty Hain
Tm Us Din Apni Aankhon Me Mujy Abaad Kartay Ho
Suna Hai Yaad Krty Ho
kya Mujhay Tm Yaad Kartay Ho
Ey dil tu hi bata hum kya krte
Kbi dawa krte they kabi dua krte
Kash K Ab K Bars Wo Yeh Keh Day .
Aao K Tanha Hoon Teri Tarha
Ek Shaks Pas Reh Ke Samjha Nahi Mujhe
Is Baat Ka Malal Hai Shikwa Nahi Mujhe
Main Us Ko Bewafai Ka Ilzam Kaisay Dou
Us Ne To Ibteda Se Hi Chaha Nahi Mujhe
Pathar Samajh Kar Paon Se Thokr Laga Dia
Afsos Teri Aankh Ne Parkha Nahi Mujhe
Kya Umedein Baandh Kar Aaya Tha Samnay
Us Ne To Aankh Bahr Ke Dekha Nahi Mujhe
mana kay keemti hay waqt tera...magar
hum b nayab hain baar baar nahi mila karty..
...Parveen Shakir....
Hoon To Khafa Us SE
Per Janay Phir B Kiyn...
Na Chaah Kar Bhi Us Ko Chahna Acha Lagta Hai...
Haqeeqat Se Hoon Dhoor..
Ye Mujh Ko Hai Pata...
Per Jaan K Anjaan Rehna Acha Lagta Hai...
Qaayel Nahi Main Ronay Ki Phir B Kabhi Kabhi...
Tanhai Main Kuch Dair Rona Acha Lagta Hai...
Tu MERA Tha
Tu MERA Hai
Tu MERA Rahay Ga...
Kuch Pal Is Khawab Mein Khona Acha Lagta Hai...
Dhundla Rahey Hein Shehr K Jaltay Howey Charagh
Aey Neend Aa Bhi Jaa... K Boht Raat Ho Chukki..
Mujhko itna Bhi Na Yaad Aao K Main Khud Ko Tum Samjh Baithun......
.
.
Mujhe Ehsaas Rehne Do K Meri Apni Bhi Koi Hasti Hai....
Saza ban jati hain Guzre huwe waqt ki yaadein.. FARAZ
Najaney Q chor janey ke liye Meharbaan hotey hain Log…
apNi mOhaBat ki kOi waZahat Nahi kaRta
HaaN ye DiL uS k SiWa kOi Chahat Nahi kaRta
aik Hum haiN jO khuShiyaN bhi NiChawaR ker dety haiN
Aik wO hai jO DaRd Bhi iNayat Nahi kaRta
......
jaB bhi uSay bHOoLny ki koShiSh ki hai
MeRe aNdaR hai kOi jO MeRi HimayaT Nahi kaRta..
NYc .. !!
Fanx Fa Sharing .. !!
Good collection of urdu sms thanks
)*¤° ąℓɨƶą ąhʍ€ď °¤*(
06-29-2011, 05:36 PM
So nice And bhot khoob
pensive
06-29-2011, 05:54 PM
buhat ala gr8 (y)
Kal tak thi jinhain zindagi
ras bohat ajj dekha tha
unhain udass bohat
kion na rooeen
Teri judai main
din jo guzaray hai
tarey sath bohat.
Kaash! Unko Kabhi Fursat Mein Ye Khayal Aa Jaye..!!
[ "FARAZ" ]
Koi Yaad Karta Hay Unhein Apni Zindagy Samajh Kar...!!!
Juda ho bhi jaon tu bhool na jana,
Kabhi yaad karna or muskurana,
karo jo Pyar mere bad kisi or se,
Usko kabhi tum mere Pyar se na milana,,
Gham Hi Gham
Is duniya mein tumhein dosti kam milein ge
is duniya mein gham hi gham milen ge
jis mor par duniya tumhara sath chor degi us mor pr
dost tumhe hum milen ge.
Wo tou Khushboo hai Hawaoon mai phail jaye gi
Masla phool ka hai wo kdhr jaye ga
Aap ko chahney waly kam na honge
waqt k sath shayad hum na honge
kitni bhi dosti kijiye ga kisi se aap ki
yadoon k haqdar sirf hum hi honge.
Kisi ko jorney mai itnay magan thy hum…Mohsin
hosh tab aya jab apnay Wajood k tukrey Dekhay
Main Shehar Bhar Main Aik Hi Aziyet Pasand Hoon Mohsin
Gar Chahye Dua Kisi Ko To Mera Dil Dukheye
Wo jo ehsaas ki munzil say guzar
jatay hain wo kissi chaap say
aahat say bhi dar jatay hain.
Yah alag baat hai saawi kay mujay
hosh nahin hosh itna hai kay
mein tujh say
faraamosh nahin.
Bhar aayi meri aankhen jab uska naam aaya
ishq nakam sahi phir bhi bahut kaam aaya
hamne mohabbat me aisi bhi guzaari raatein
jab tak aansu na bahe dil ko na aaraam aaya
aaya hi tha khyel ke ankhen jhalak gayin
aansu kisi ke yaad ke ketne qareeb the
Talaash kar meri mOhabbat kO apne dil mein,
Dard hO tO samjh lena ke mOhabbat ab bhi baki ha
Muskaan Tere Hotho pe Khushi mere Dil me Hoti hai,
Agar dard Tere Dil ko ho to Ankhen Meri Roti Hai.
Tu Mehsoos toh krke Dekh Dost,
” DOSTI aisi hoti hai”
main rat k pichlay pehar gya masjid me usay mangne k liye (Danish)
mgr wo to pehly hi sajdey me tha kisi aur k liye
2 chehray ansaan ko kabi nahi bhoolty 1
mushkal main sath dene wala doosra mushkal main sath chor jane wala
Ik roop k sagar me nahati rahin aankhen Khuch khuwab mere dil me sajati rahin aankhein Yadoon k darechy pe wo deti rahin dastak … Kal raat bohat mujh ko satati rahin ankhen Palkon se tapakne na dia aik bhi ansoo Ye rasm e muhabat bhi nibhati rahin aankhen..
chalo Doston mohabat ki naee bunyaad rakhte hain…
khud paband rehtay hai usay azaad rakhtay hain….
wo hans diye to bikhar gay sitarey har soo wo ro diye to koi rat mushk bo na hoi
wo chal diye to kai dastanen chor gay wo mil gaiy to koi bat ro baro na hoi
“Kash kuch Dino ke Liye Duniya ko chor jana Mumkin hota “Faraz” suna hai Log bohat yaad kerte hein Duniya se chale jany k baad..!!”
Zamanay k sawalon ko main huns k taal du faraz, Lakin nami ankhon ki kehti hai “mujhe tum yaad aate ho
“Wo Mujhy Ye Keh Ker Chour Gaya “Faraz” ok bye…:-)
Apni taqdeer mein to kuch aisay he silsilay likhay hain “Faraz” , kisi ne bhol kr dost bna liya Tu koi dost bna kr bhool gya…
Dhoond raha hai Wo tark-e-talluk k jawaz faraz Soochte hain kr k bewafai Uski Mushkil aasan kar dein
Main us k badal jane ka yaqeen kaise kar loon “FARAZ” Suna hai phool murjha to jate hain mager rang badla nahi karte…!
Main wafa ka konsa saleeka ikhtyar karoon Faraz. . .. Usay yakeen ho jaye k mujy wo har ek se pyara hay….
Muqadar Mein “Raat” ki Ñèènd Nahi To kya Huwa “FÄRÄZ”… Hum B Muqadar kö Phudu laga kr “Din” Ko Sou Jatay Hain…;-)
Maine usy kitni bar kaha ha k din mai 8,9 glass pani pya karo Faraz Lekin wo phir bhi kehti ha k MERA TAN MAN PAYASA CHANA WE TERE PYAR DA..
Zamaane wale aksar mere Marne ki Duaa karte hain “FARAZ”, Na jane woh konsa Shakhs hai jiski Duaa se main Zinda hun….! ,,”ZINDGI”
Os ne muje chur diya tu kya huwa Faraz Maine b tu chura tha sara zamana os k lye
kaisay ajeeb log hain teray Shehar mein FARAZ.. Shoq-e-mulaqat to rakhtay hain, magar baat nai kertey
Apni umar ganwa di phir bhi Basti
kay sab logon nay. Mujh ko yaa tu
pathar sumjhaya moom ki gurya.
Tanhai jab muqaddar mae likhi hai
Tu kia shikayat apne or begano se
Hum mit gaye jinki chahat me
wo baaz nahi aatey humein aazmaney se
Kaisay khe doon kay mujhay choor dia
hai us nay. Baat tu such hai magar baat
hai ruswai ki.
Dil to karta hai zindagi ko kisi katil kay hawale kar don
judai mein ye roz roz ka marna mujhe acha nahin lagta...
Qaasid payam-e-shoq koitna na kar
taweel Khana faqat yah un
say kay aankhain taras rahi hain.
Ho chuka Qata Taluq to Jafayen kyun hun
jin ko Matlab Nhi rehta wo Satatay bhi Nhi ...
Zeest se Tang ho ay Dagh to Jeetay kyuN ho
...Jaan pyari bhi Nhi, Jaan se jatay bhi Nhi ....
Kabhi wo fida kabhi wo wafa ho jati hai
aaye din wo najane kioon bewafa ho jati hai
mein kisi aur larki se do pyar ki batein karoon
to wo in choti batoon per khafa ho jati hai.
Main ne har sham chiraghon se saja rakhi hai
shart phoolon se laga rakhi hai
najane kis gali se tum aajo mein ne har gali
phoolon se saja rakhi hai.
Ratein gumnam hoti hai
dil naam hota hai
hum zindagi kuch tarah jite hain
k har lamha sirf dosti k naam hota hai.
Dil ko kisi ki ahat ki aas rehti nai,
nazron ko teri sorat ki piyas rehti hai
mere pass kisi cheez ki kami to nahi
lakin tere baghair zindagi udas rehti hai.
Pyar muhabbat ka din bhi ejad hogya hai,
har ashiq ka dil muhabbat se aabad
hogaya hai.
aik hum hain jo mehroom hi rahe pyar ke lafzoon se
tare bhai kahne se mera ishiq barbad hogaya gai.
Ek Shaks Pas Reh Ke Samjha Nahi Mujhe
Is Baat Ka Malal Hai Shikwa Nahi Mujhe
Main Us Ko Bewafai Ka Ilzam Kaisay Dou
Us Ne To Ibteda Se Hi Chaha Nahi Mujhe
Pathar Samajh Kar Paon Se Thokr Laga Dia
Afsos Teri Aankh Ne Parkha Nahi Mujhe
Kya Umedein Baandh Kar Aaya Tha Samnay
Us Ne To Aankh Bahr Ke Dekha Nahi Mujhe
Har qadam pay imtihan
lati hai zindagi
Har waqt naya sadma
dati hai zindagi
Ham zindagi say shikwa
kaisay karain
Tujh jaisa dost bhi tu
dati hay zindagi.
DIL Behel jaye to log chor dete hain
Koi aur mil jaye to log chor dete hain
Chaar Din ki chandni ka kya karna
Chandni Dhal jaye to log chor dete hain
Kasam to khate hain sada sath jeene ki
Zehn badal jaye to log chor Dete hain
Aaj kal k logon ka Bharosa kya karna
Mausam Badal jaye to log Chor dete hain
Hath zakhmi hoay to kuch apni bhi khata thi
Faraz
Main ne Qismat ki lakiro\’n ko mitana chaha
USAY MOHABAT kana ni aata,
or mujhe MOHABAT k siwa kuch nhi aata
zindagi guzarnay k bus yahi do tareeqay hai,
ek UASY nhi aata
ek MUJHE nhi aata
Hum ne un k aane pr
ghar k kachay raste par
itne deep jalaye k roshni ki had kar di,
woh is pareshani me lout gaye
k rat ka wada tha ab din nikal aaya ha.
Khat likh raha hoon ehd e mohabat ko torr k..
Kagaz pe aansu\’on ki jagha chorr chorr k..
Tu fikar mand q hai mere dil ko torr k..
Main khud hi ja raha hoon tera shehr chorr k..
Kal raat likhne baitha gazal tere naam ki..
Alfaaz samnay thy kharray haath jorr k..
Main jis main dekhta tha tera aks \’Mohsin\’
Tu ne hi rakh diya wo aaina torr kar
Chalo Tum Theek Kehte Ho
Muhabat Aur Sayasat Main
Sabhi Atwaar Jaaiz Hain
Chalo Hum Maan Lete Hain
Mager Ye Jung Kesi He
Tum Hi Mere Muqabil Ho
Chalo Hum Jeet Ki Khawahish
Tum Hi Pe Waar Dete Hain
Dhanak K Pull Pe Chal K Hum
Gagan K Paar Jaate Hain
CHALO HUM HAAR JAATE HAIN….
ANDHEROON ko chor diya,ROSHNI ko chor diya.hum nay her ik say milna bhi CHOR diya.ussnay jab pocha,ZINDAGI PIYARI hay ya may?iss SAWAL pay humnae ZINDAGI ko hi chordiya
haathon main pighal janay ko jee chahta hay
Aatish-e-shoaq main jal janay ko jee chahta hay…
Tujh say ik raaz ki sargoshi bhi karna chahoon
Phir wohi raaz nigal janay ko jee chahta hay…
Dil yeh chahay kay tere dil main rahoon dil ban kay
meri khamoshi musalsal ko
ik musalsal gila samjh lijea
aap aajaeye qareeb mere
mujh ko mujh say juda samajh lijeye …
hum nay ulfat ka bharam sab se juda rakha hai
goya seenay mein tujhay dil ki jagah rakha hai
dil yeh chahay keh too kabhi badnaam na ho
us k honton k nishan chor aaya hoon.
us ne maangi thi mohabbat ki nishani mujh se
main jazbat se behal jaun ye ab mumkin nahi yaaro,
main pathar hun mujhe torro kisi pathar se ae-yaro.
ere bagher kami hai koi tu bas itni...
meri hayaat ka mahfoom na mukammal hai.
mujh ko yeh weham tha k barre baa wafa ho tum..
acha hai tum ne wehem ka darmaan kar dia
najne wo shakhs kahan chala gay.
apni yadon ka jis ne mere sath nikaha kr dya.
gila shikwa hi kr dalo k kuch waqt kat jye...!
labon pe ap k ye khamoshi achi nahi lagti...
neend se kiya shikwa karun main....!!
sagar
qasoor to us chehray ka hai jo mujhe sonay nahi deta.....!
asalsul tuut jae na kahin sanson ka zindagi se
pal bhar k liye bhi tum mujhse rutha na karo.
zindagi jo ek basti hoti
aur basti ki galiyon mein
sapnoun k ghar hote
tu meri jeewan basti mein
sab se ziyada ghar hote...!
Thak k girta hai shaheen to khyal aata hai .
Kitna jaan leva hai kisi chaand ki chahat KRNA.
Bari asani se dil lagaye jaate hain
par badi mushkil se waade nibhaye jaate hain
le jaati hai mohabbat un raaho par
jaha diye nahi dill jalaye jaate hain.
log kehte hain hum sab se begaany howay,
jab se sanam hum teray deewanay howay
Kash tehar jaye, yeh pal aaj yehin,
Keh hum ne aisa manzar nahi dekha,
Dekhi hai hum ne sari dunya magar,
Meri jaan, tujh sa haseen nahi dekha
Hum kartay hain iqrar jana,
tum se hi rahay ga pyar jana,
Dunya chhor doon ga agar,
tum jo durr kahin gayee jana
Ab Is Kay Bad Laga Dil To Dil Lagi Hogi.
Hum Tum Pay Apni Mohabbat Tamam Kar Bethay
Aqal Waalon K Muqadar Main Ye Zok-e-Janun Kahan" IQBAL "
Ye ISHQ Waale Hain Jo Her Cheez Luta Dete Hain.
Yun b Nahi k Mere Bulanay Say Aa Gaya..
Jab Reh Nahe Saka To Bahanay Say Aa Gaya.
iss Khuwab Mein Ho Jaye Deedar-e-Yaar Haasil...
Aey Ishq Kabhi Hum Ko Bhi Woo Neend Sula De.
ee tu chahtaa h keh moft mein jaan de dun,
Itney masoom kharidaar se kia lenaa denaa.
hum ne aghosh-e-muhabat se ye sikha he sabaq,
jis ne zinda nhe rehna wo muhabat kar le
teri khushboo nahi milti tera lehja nahi milta
hamain to shehar main koi teray jaisa nahi milta
Baad ki baad me dekhen ge us se kaho
Aj ki raat na jaye to main so jaon ga
meri Muskurahat main Chupe Dard ko Mehsoos to kar,
Hum to yunhe hans Hans k khud ko saza dete hein...
Kaash aa jaye, mujh jaan se guzarta dekhey,
Uss ki khahish thi, kabhi mujh ko bikharta dekhey !
chahat des se aanay walon
ye to bata ke sanam kaisay hain
dil walon ki kia halat he
pyaar ke mosam kaisay hain..
Aaj badal kalay gehray hain,
aaj chand pay lakhon pehray hain,
Kuch tukray tumhari yaadon k,
bari dair say dil mein thehray hain,
Aaj halki halki baarish hay,
aaj sard hawa ka raqs bhi hay,
Aaj phool bhi nikhray nikhray hain,
aaj un main tumhara aks bhi hay,
Jinhein bhulaney mein barey zamaney lagay
Jub dil dukha tou wohi loog yaad aney lagey
Kabhi to ki hogi suraj ne chand say mohabbat
Tabhi to chand mein daagh hay,
Mumkin hai ki chand ne ki hogi bewafai
Tabhi to suraj mein aag hay.
Saans lene se bhi teri yaad aati hai,
Har saans mein teri khushboo bas jati hai,
Kese kahoon ki saans se main zinda hoon,
Jab ki saans se pehle teri yaad aati hai.
kal halki halki barish thi
kal sard hawa ka raqs bhi tha,
Kal phool bhi nikhray nikhray the,
Kal un main app ka aqs bhi tha,
kal badal gehray kaale the,
Kal chand pe laakhon pehre the..
Kuch tukry app ki yaadon ke,
Bari dair se dil main thehre the..
Kal yaadien uljhi uljhi thien,
Aur kal tak yeh na suljhi thien..
Kal yaad buhat tum aye the…..
Kal yaad buhat tum aye the…..
Yeh Aarzu thi k aisa bhi kuch huwa hota,
Meri Kami nay , Tujhey bhi Rula dia hota,
Main Laut Aata Teri Simt Ek Lamhain main,
Tere Labon nay Mera Naam to Lia hota.
Kahin Andher to Kahin Sham hogi,
Meri Har Khushi tere Naam hogi,
Kuch Maang k to dekh a mere Dost,
Hontoon pay Hansi aur Hatheli pe Jaan Hogi
na khwabon me dekha, na nazaron me dekha,
Hazaron me ek humne tum hi ko dekha,
Gum dene wale to har pal hai yahan,
Har pal khushi dene walon me ek aap hi ko dekha
Zindgi ek chahat ka silsila hai,
Koi kisi se mil jata hai to koi kisi se bichad jata hai,
Jise hum mangten hai apni dua mein,
Wo kisi ko bina mange mil jata hai.
Kitna ajeeb apni zindagi ka safar nikla
Sarey jahan ka dard apna muqadar nikla
Jiss k naam apni zindagi ka har lamha kar diya
AFSOOS WOHI HAMARI CHAHAT SE BE-KHABAR NIKLA…
zindagi k khel ko mere siwa jane ga kaun…
zindagi kuch bhi nahi uski tamana k siwa..
Ek lamhe me zindagi savar di,
Ek lamhe me unhone zindagi ujad di,
Kusur unka nahi hamara tha
Jo un do lamho me hamne zindagi guzardi ,,
kahne ko zindagi thi bohat mukhstar magar
kuch youn basar howi k khuda yaad aa gaya.
Yeh Aarzu thi k aisa bhi kuch huwa hota,Meri Kami nay , Tujhey bhi Rula dia hota,Main Laut Aata Teri Simt Ek Lamhain main,Tere Labon nay Mera Naam to Lia hota.
Aansuon mein na dhoondna hamein,
Dil me hum bas jaayenge!
Tamanna ho agar milne ki,
to bund aankhon me nazar aayenge!!
Logon ne mere gum ka tamasha bana diya,
Mere chaman k saath mera dil bhi jala diya!
Apno ne mere pyaar ka kuch yun sila diya,
Ulfat badley khoon k ansu rula diya.
Bheeg jaati hain palkien tanhai main,
Dartey hain koi jaan na le,
Pasand karte hain taiz barsaat ko
kahain koi rotey huye pehchan na le.
Har ek Jazbat ko Zuban nahi milti,
Har ek Aarzu ko dua nahi milti,
Muskurahat banaye rakho to duniya hai sath,
aansuo ko to ankho me bhi panah nahi milti
Ab Aansoun Ko Aankhon Main Sajaana Hoga
Chiraagh Bhuj Gaye To Khud Ko Jalaana Hoga
Ye Na Samajhna Ke Tum Se Bichar Ke Khush Hain Hum
Humein Laugon Ki Khaatir Muskurana Hoga
Phir Shaam Dhal Gayi Tum Aayi Na Aaj Bhi
Dil Ko Aaj Phir Umeedon Se Behlaana Hoga
Vaada Khilaafi Kar Ke Muskurati Ho Tum
Dekhna Ek Din Sanam Tum Ko ana ho ga
sochta ho keya esy neend bi ati hogi
ya meri tara faket ashk bahati hogi
woh meri shakal mera naam bulany wali
apni taswer sy keya aankh melati hogi..
Zindagi me her dum hastey raho,
Hasna zindagi ki zarorut hai,
Zindagi ko is andaz mei jiyo k,
Aap ko dekh ker log kahen “wo dekho”
zindagi kitni khubsoorut hai
Teriyan yadan nal preet pai baithe haan,
Eh na samjhi tenu bhulai baithe haan,
Duriyan ki karan giyan dur sanu,
jad ruh vich hi tenu vasai baithe han.
Aakhiyan Nu Hanjuan De sugaat Den Wale,
Zindagi Nu Dukha De Sogaat Den Wale.
Socha Wich Har Pal Barbaad Krde,
Kaash Mere Jinna Oh v Mainu Yaad Krde.
Koi gam de pave parchave na,
jis nagri yaar vasde ne,
sanu rona de k umraan da,
bhaven oh khid khid hasde ne,
Asin mangde haan sukh una da,
jinha jholi hanju paye ne,
na roko ajj ron deo,
meinu yaar chete aye ne…
Barsaat vich assi paani banke wagg jana.
Patjhadvich assi phul banke jhar jana.
ki hoya je ajj assi tenu tang karde haan.
ek din assi tenu dase bina hi tur jaana.
Akhiyan wich aa ke ruk jande ne hanju,
Palka te aa ke suk jande ne hanju,
Bada Dil karde baha deva enna nu,
par tenu hasdeya vekh ke suk jande ne hanju!!
yaar DE DITTE hanju PIN DA MAZA HOR HAI;
kisi DIYA YAADA che jeen da MAZA HOR HAI;
ki hoya je yaar saada BEPARWAH HAI;
ik BEPARWAH nu vi CHAUN DA MAZA kuch HOR ha
Tere dar da naa ho sakya taithon door ho reha haan main,
eh waqt di nazaakat, k majboor ho rehaa haan main…
waqt nazam aisi parh rehaa k khamosh ho geya haan..
chandri duniya di nazriN, maghroor ho rehaan haan main…
Ache dost “haath” aur “ankh” ki tarha hote hain,
Jab “hath” ko takleef hoti hai to “Ankh” roti hai,
Aur jub “ANKH” roti hai to “Hath” ansu pochtay hain.’-..’-
Aapki Dosti hamein is kadar pyaari hai, Jis tarah bin paani ke machli bechari hai, Ab na aur kuch khawish hai, Bus tum DOST bane raho ye hi tum se guzarish hai ek
DOSTI mosam nahi, keh
apni muddat pori karay orr
rukhsat ho jay,
DOSTI sawan nahi, keh
toot kar barsay or
tham jae,
DOSTI aag nahi, keh
sulgy bharkey or
bujh jae,
DOSTI aftab nahi, keh
chamkey or
doob jae,
DOSTI phool nahi, keh
khiley or
phir murjha jae,
DOSTI to saans hai jo chaley to sab kuch
toot jae to kuch bhi nahi……
Best…Gift
‘ZINDAGI’
Best…Ahsaas
‘KHUSHI’
Best…Feeling
‘PYAAR’
Best…Relation
‘DOSTI’
Best…Person
‘HUM’
Umeed aisi ho jo jeene ko majbur kare,Raah aisi ho jo chalne ko majbur kare,mahek kum na ho kabhi apni dosti ki,dosti aisi ho ji milne ko majbur kare
Meri ammi ko bulaa de koi
Warna mujhko hi sulaa de koi
Mujhko bistar ki to aadat hi nahin
Apni godi main jhulaa de koi
Shayad aa jaayen wo rona sunkar
Mujh ko bewajah rulaa de koi
Mainey kaee roz se nahin khaya
Us mohabbat se khilaa de koi
Mujhko khwaahish nahin miley duniya
Mujhko ammi se milaa de koi…
Ye Kamyabian, Izzat Ye Naam Tum
Se Hai
Khuda Ne Jo Dya Hai Maqam Tum
Se Hai
Tumhary He Dam Se Hai Mery
Lahoo Main Khilty Gulab
Mery Wajood Ka Sara Nizam Tum
Se Hai
Jahan Jahan Hai Mery Dushmani
Sabab Main Hoon
Jahan Jahan Hai Mera Ehtram Tum
Se Hai
Kahan Bisat Jahan Aur Main
Kamsin Nadan
Ye Mery Jeet Ka Sab Ehtamam
Tum Se Hai.
‘Pyari MAAAA’
NiKal KeR Dil Se Tere Waste Sada Aai
Uthay Haath Tou Yaad Ek Dua Aai
K Teri Umar Ko Dunya Ki Umar Lag Jaye
Waqt Saal Giany Aur Gin Gin K Thak Jaye
Aapki zindagi ka har pal nayab hojaye,
Aaap k dil ki kaali khil kar GULAB hojaye,
Jin par barsti ho KHUDA ki khass REHMAT,
In hastiyoon main aapka intkhab hojaye.
Muskuraati sada teri hayaat rahe.
tere kadmon me saari kaayenaat rahe..
kabhi ghum na aaye zindagi me tere.
khushi aur tera umar bhar ka saat rahe.
Har Qadam Pe Farishton Ka Lashker Ho Sath Tere,
Har Qadam Pe Teri Hifazat Khuda Kare,
Ho Tuje Nasib Esa Uruj Dunya May.
K Asman Bhi Teri Qismat Pe Naz Kare.
Meri rahon ke
Jo jugnu hein
Wo tere hein..
Teri rahon k
Jo andherey hein
Wo mere hain..
Chu sakta Nahi
koi gum tujhko
Q k..
Tujh par duaon k jo
pehrey hein
Wo mare hein..
Thori si ibadat boht sa sila deti hai,
gulab ki tara chehra khila deti hai,
Allah ki yad ko dil se na jane dena,
kabi kbi choti si dua bhi arsh hila deti hai,,,
Ebadat k zarye apnay dil ko saaf rakhna,,
Apney jism or rooh ko gunaho se paak rakhna,
Meri ek chhoti si eltija hai aapse,
Mujhko bas apni duaon main yaad rakhna..
hamari to dua hai koyi gila nahin,
woh gulaab jo aaj tak khila nahin,
khuda kare zindagi mein tumko woh sab kuch mile,
jo duniya main aaj tak kisiko mila nahin
Har Qadam Pe Farishton Ka Lashker Ho Sath Tere,Har Qadam Pe Teri Hifazat Khuda Kare,Ho Tuje Nasib Esa Uruj Dunya May.K Asman Bhi Teri Qismat Pe Naz Kare.
Aè RüB Äpñe pääs Mèri Düa Ämänät räkhña
Rèhti Düniyä täk ÜskÖ Sälämät räkhña
Mèri Añkhön kè Särè Dèèp Bhüjädè mägär
Üski Añkhön kè Särè Khäwäb Sälämät Räkhña
Dua go hon teri zaat sada muskurati rahy.
Teray apnon k dilon mein teri chahat barhti rahy.
Teri har subah aiye muskurahtain bakherti hue.
Teri har shaampiyam-e-mussarat lati rahy.
Ghamon ke garm hava guzray na chhoo kar tujhy.
Khushon ke khushbu tera daaman mehkati rahy.
Aabad rahy hamesha teray armanon ke duniya.
Teri har umang har arzoo bar lati rahy.
Itna aa jay pasand tu KHUDA ko,
K teri QABOOLIYAT ki yeh soorat ho,
Bin mangay tum ko mil jay sub kuch,
K DUA ko khud teray Hath ki Zarorat ho
Har kamyabi pe apka nam hoga,
Apke har kadam pe duniya ka salam hoga,
Mushkilo ka samna himmat se karna,
Dua hai ek din waqt bhi apka gulam hoga.
Har kamyabi pe apka nam hoga,
Apke har kadam pe duniya ka salam hoga,
Mushkilo ka samna himmat se karna,
Dua hai ek din waqt bhi apka gulam hoga.
Naye saal aaye banke ujale,
Khul jaye aap ki kismat ka tale,
Hamesha aap pe rahe meherban Oparwale,
Chand tare bhi aap pe hi rosni dale.
Happy New year.
Is Naye Saal mai..
Jo tu chahe wo tera ho,
Har din khubsoorat aur ratain roshan ho,
Kamiyabi chumte rahe tere kadam humesha yaar,
Naya Saal Mubarok ho tuje mere Yaar.
Bith gaya jo saal, Bhul jayye,
Is Naya Saal ko Gale lagaye,
Karte hai dua hum Rab se sar jhukake…
Is Saal ka Sare Sapne poore ho Aapke.
*NAYA SAAL MUBARAK*
Exams ke 4 din pehle syllabus dekha to yaad aaya,
Kuch To Hua Hai Kuch Ho Gaya Hai,
Exams ke din paper dekh kar yaad aaya,
Sab Kuch Alag Hai Sab Kuch Naya Ha…
Mohabbat Ek Sumandar Hai
Mohabbat wo khani hai
Ky jitna bhi bhole koi
Humesha yaad rehti hai
....................
Mohabbat asi bsati hai
Jesey jitna koi lote
Magar abad rehti hai
.............................
Mohabbat asi duniya hai
Jhan ssy lout ky ana
Kabhi Mumken nahi hota
.............................
Mohabbat asa manzar hai
jasey tasver krney mein
zamaney beet jatey hai
.............................
Mohabbat asa wada hai
Kisi ky sath ho jaye
Tu phir tora nahi jata
.............................
Mohabbat wo taluq hai
K jis k sath ho jaye
Usey chora nahi jata
Is ko bahno mein chupa kr pyar ki batein karo
Bund honto pr saje iqrar ki batein karo
Jis ki ankhon mein stare aur honto pr gulab
Wo mujhe mahbob hai is yaat ki batein kro
Mohabbat Raaz Thi Mujh par
Hui Mujh Par Ayaan Aise
Teri Baatein Tera Chehra
To Shayad Ek Bahana Tha
Ye Tha Ek Raaz-E-Fitrat
Gham ki barish ny bhi tery naqsh ko dhoya nahi.
tu ny mujh ko kho diya mein ny tujhe khoya nahi.
janta hun 1 asay shakhs ko mein bhi mohsan.
Ghum sy pathr ho gaya lakyen kabhi roya nahi.
Kab sy barish kr rakhi thi tum ny lakh swalo ki
khud pe ek swal hua tu batein krna bhool gaye.
Is dafa tu barishaye rukti nahi hai dosto.
hum ny kiya anso piye k sary mosam ro paray.
Abhi tu khushk hai mousam barish ho tu soche gy.
K hum ny apne armano ko ki matti mein bona hai.
Naha gya tha mein kal jugnoyo ki barish mein
wo mery kandhe pe sar rakh ky khub roi thi.
Bhut si khushiye so barisho mein bhagi hai
Mein kis traha sy khao umar bhar usi ka raha.
Rok sako tu pheli barish ki boundo ko tum roko
kachi matti tu mhakey gi hai matti ki majbori.
Naram alfaz bhulai batiyan mahzab lahjey
phali barish mein hi ye rang utar jate hai.
Barish ko dushmani thi faqt meri zaat sy
junhi mera makan gira abra jhapt gaye.
Ye sham gham guzrti kyun nahi hai.
Meri kismat badlati kyun nahi hai.
Ghatiya hi ghatiye hai saro par
ye barish ab brasti kyun nahi hai.
Chand paryon sy parey ho, ruk gai ho barishyen
kash wo lamha kabhi is but ki shubat mein kate.
Ye kasi zhar bhari barishye huyai ab ky
K merey saray glabon ka rang neela hai.
Baarish hui to phoolon k tann chak ho gaye
Musam kay hath bheeg kr shagaaf ho gaye
Baadal ko kia pta kay baarish ki chah me
kitny buland-o-bala shajar khak ho gaye…
Barish Ki Rim Jhim bhi Kuch Ga Rahi...
Betabi Dil Pe Mere Chaah Rahi Hai...
Khusboo Hawa Beete Din La Rahi Hai...
Armano Pe Sitam Ye Dhaa Rahi...
Meri Nazar Me Koee Aa Rahi Hai...
Shamma Ki Roshini Bhi Ja Rahi Hai...
Teri Yaad Aa Rahi Hai...
Aa Rahi Hai...Aa Rahi Hai..
ik raat hoi barsaat bohat
main royaa saari raat bohat
har ghum tha zamaanay ka lekin
main tanha tha us raat bohat
phiraankh say ik saawan barsa
jab seher hoi to khayaal aaya
woh baadal kitna tanha tha
jo barsa saari raat bohat
Ab ke sawan(rain) mein paani barsa bahut,
Paani ki har boond mein woh aaye yaad bahut.
Is suhaane mausam mein saath nahi tha koi,
Baadlon ke saath in aankhon se paani baha bahut.
Yaadai’n jaag jati hain
Barisho’n k mausam main
Har ghari satati hyn
Barisho’n k mausam main
Shaambhi kisi surat
Chain se nahi kat’ti
Subhai’n bhi satati hyn
Barisho’n k mausam main
Zehen k jharokey main
Jab koi sada ubhrey
Aankhai’n bheeg jati hyn
Baarisho’n k mausam main
Tum mera aaj ho, tum mera kal,
tujay yaad karthay hai har aik pal,
jee nahe paiyain gay teray bina hum,
teray bina reh jai gay adhuray hum....
Raat Dair Tak Teri Dehleez Par Bethi Rhi Meri,
“AANKHEIN”
Khud Na Aana Tha To Koi Khuwab Hi Bhej Dia Hota…!
Agr wo pyar kr leta,
Mera daman pakr leta,
To..
Jeewan men faqt uss se,
Mohabat farz ho jati..
Mohabat qarz ho jati..
Tum tu shayid bhol gaye
Magar mujhy aj bhi yad hay
Wo bheegi barsat ki shamain
Wo sath bitayi chandni ratain
Tum tou shayid bhol gaye
Magar mujhy aj bhi yad hay
Wo tera mera hath thamna
Wo mera tujhy dekh k muskurana
Wo jin k qadmon me qadam rakh k
Jinki ungli pakar pakr k
Humne zindgi me chalna sekha
Unhi ki bato ki roshni se
Humne andhero ko talte deka
Rakha kar0 raabta k zindagi ka bhr0sa nahi ha.
“æ dost”
Phir Mat Kehna Chalay Gaye Aur Bataya be nahi. . .
Copyright ©2008
Powered by vBulletin Copyright ©2000 - 2009, Jelsoft Enterprises Ltd.