Owi
06-27-2011, 11:04 AM
-:||:- Koi Taabeer Do Mujh Ko -:||:-
-:||:- Aaj Jab Baarish Hui -:||:-
Aaj jab baarish hui
Ye bhi ik khayaal aaya
Kiun na aik baadal ko
Raaz-daan banaaoon main
Jo bhi mujh pay guzri hai
Us ko sab sunaaoon main
Tum say jo bhi kehna hai
Us ko sab bataaoon main
Phir tumhaaray dil per wo
Aaj hi baras jaaye ..... !
-:||:- Aaj Jab Baarish Hui -:||:-
Aaj jab baarish hui
Ye bhi ik khayaal aaya
Kiun na aik baadal ko
Raaz-daan banaaoon main
Jo bhi mujh pay guzri hai
Us ko sab sunaaoon main
Tum say jo bhi kehna hai
Us ko sab bataaoon main
Phir tumhaaray dil per wo
Aaj hi baras jaaye ..... !