life
06-26-2011, 12:15 AM
Har baab mai milta ha sawalo ki tarah tu
Is zahan mai rahta ha khayalo ki tarah tu
Ratain hain munavar teri socho say hi bas
Tareek shabo main hai ujaalo ki tarah tu