MeOw*
01-17-2009, 05:16 PM
Tishnagi ankhon mai or darya khayalon mai rahe
Hum nu agar khush rahe jaise b haalon mai rahe
Is qadar dunya k dukh aye khoobsurat zindagi!
Jis tarah titli koi makri k jaloon mai rahe
Dekhna aye noord-e-shoq!koi yar tak
kuch na kuch rung-e-hina paoun k chaloon mai rahe
Hum se kyu mange hisab-ejan koi jab umar bhar
Kon hai?kia hai?Kahan hai?in sawalon mai rahe
Badzani aise k gairoon ki wafa bhi khot thi
Soye zan aisa k hum apnoo ki chaloon mai rahe
Aik dunya ko meri deewangi khush agaye
Yar maktub ki kitaboon k hawalon mai rahe
Ishq mai dunya gunwaii hai na jaan di hai FARAZ
Phir b hum ahal-e-muhabbat ki misaloon mai rahe.....