life
06-16-2011, 08:47 PM
sochati hun
yun hi aksar
khayaalon mein
ki milogey ik din
tum mujhko
jaanati hun
na tumne kabhi chaha mujhko
aur
na hi kabhi chahogey
fir bhi
tera yeh dekhna mujhko
yun hi kabhi bula lena
baraa deta hai meri taakat ko
ke fir sochun
sirf khayaalon mein
ke milogey
ik din
tum mujhko............
yun hi aksar
khayaalon mein
ki milogey ik din
tum mujhko
jaanati hun
na tumne kabhi chaha mujhko
aur
na hi kabhi chahogey
fir bhi
tera yeh dekhna mujhko
yun hi kabhi bula lena
baraa deta hai meri taakat ko
ke fir sochun
sirf khayaalon mein
ke milogey
ik din
tum mujhko............