PDA

View Full Version : Aur apnY Aakhri Aansoo


life
06-14-2011, 09:58 PM
Samandar Poochta hai Ab wo

doNo KyUn nahe AatEy

wohi doNo jo BheeGe RaiT Par

ek Doosray Ka hath thaamaY Door tak

kaBhi hanstaY KaBhi GunGaaNatEy

ya KaBhi Chup chap BhaithaY

duur UfaQ ki GodH MaY

ropposh hoNaY waaLa suraj Dekhtay

AansooN BahaataY Loat Jatay

samandar poochta Hai Ab woh DoNo KyUn Nahe AateY

jo AataY thay to apneY

sath kitnEy KhawaB LaatAy TheY

kaBhi sahiL sey DehaiRooN

seepiyA chuntaY thaY

nangaY PaooN pani main ChaLey AateY theY

BheeGi rait say NanhaY

Gharondhay bhi BanaataY TheY

Aur un main seepiyA RangeeN say Kuch SangreezaY yu sajaatEy TheY

kay jaisaY Aaj Key

jugnoo say LamhaY

AaneY WaaLey KaL ki Mutthi
Main ChupaateY TheY

Samandar Poocha hai Ab woh DoNo kyun Nahe AateY

magar samandar ney Khiza ki Siski LaiteY Howey

ek shaam ko Wo Nu jawaanO wo Nahe Dekha

jo dair tak Tanha saray SahiL raha baitha

phir us nay dair Saray

khat Buhat say PhooL sookhaY Aur TasveeraiN

Aur apnY Aakhri Aansoo

Samandar key Hawaalay kar Diye

SHAYAN
06-17-2011, 01:24 PM
Nice..

life
06-17-2011, 10:39 PM
thanks shayan....

RoOZ SoOChTa HouN
06-18-2011, 01:38 AM
bahat umdaaa likhaa ... khoosh rahoO

life
06-20-2011, 03:10 AM
thanks RSH,.......

Copyright ©2008
Powered by vBulletin Copyright ©2000 - 2009, Jelsoft Enterprises Ltd.