M A H i
06-14-2011, 08:28 PM
furaq daikh liya aur visaal daikh liya
tumhari yaad ka ham ne kamaal daikh liya
tumhain jo rehta tha es ka khayaal, daikh liya
ab se milna hova ha mahal, daikh liya
talooh-e-subha se le ker gharoob-e-shaam talak
tamam din ka arooj-o-zawaal daikh liya
tum es se berh k jo chaho to phir woh kaise ho?
Jalaal daikh liya ha jamaal daikh liya
use drate ho tum moot se bhala kiu ker?
K zindgi ka ho jis ne wabaal daikh liya