SHAYAN
08-21-2008, 07:13 PM
Wo Ek Shaks Jo Hamein Zindagi Say Piyara Hai
Baghair Us K Veraan Ye Jahan Sara Hai
Woh Nahi Janta K Uski Zaat Kiya Hai
Wohi Tu Hai Jo Muhabbat Ka Ek Sitara Hai
Yehi Tu Ada Hai Jisney Hamein Mara Hai
Woh Kya Tha Kya Hai Kya Hoga Kya Khabar
Yehi Pata Hai Woh Jesa Bhi Hai Bas Hamara Hai ... !!