PDA

View Full Version : Reko Diq


masoodjee
06-12-2011, 11:05 PM
http://a2.sphotos.ak.fbcdn.net/hphotos-ak-snc6/166581_189091651104256_118090308204391_765404_1848 591_n.jpg

Zafina
06-12-2011, 11:22 PM
Pata hay yeh Qayamt ki nishanio me sai hay :( ... Aik hadith k mutabiq duniya me Sonay k pahar nikaly gaay...khabar hay Balochistan me bhi hay aur aisa hi aik pahar nikla hay jis per zabardast fight hu ge ... waLLAHU Allam

Shaam
06-13-2011, 01:19 AM
hmm : )
wo soney ka pahaar balochistaan me sei nahi niklei ga
hadith ke mutabiq dajla aur faraat mei sei soney ka pahar niklei ga aur tum us me ke peechey mat parna....


aur rahi baat rekodik ki tou CONGO ki soil me 6% gold hai waha 20 counties ki army hai ke sona miljaye
RECODIK, DALBADEEN, CHAAGI aur kuch ilaqay hain kaha 30% tak gold hai soil me
aisey hi tou balochistan ko aalag karne ka nahi soch rahey sab.

AYAZ
06-13-2011, 02:21 AM
Ais country ka kuch nahi ho sakta :) LEE DOBA PAKISTAN KO JAMHORIYAT NAAM KI BEMAARI

Princess N
06-13-2011, 05:32 AM
Allah khair karay

T 4 S bro :hbbh:

keep rockin :s1:

masoodjee
06-13-2011, 08:28 AM
Ais country ka kuch nahi ho sakta :) LEE DOBA PAKISTAN KO JAMHORIYAT NAAM KI BEMAARI

aGREE wITH u aYAZ bRO.....

Aslam
06-14-2011, 01:01 AM
hmm : )
wo soney ka pahaar balochistaan me sei nahi niklei ga
hadith ke mutabiq dajla aur faraat mei sei soney ka pahar niklei ga aur tum us me ke peechey mat parna....


aur rahi baat rekodik ki tou CONGO ki soil me 6% gold hai waha 20 counties ki army hai ke sona miljaye
RECODIK, DALBADEEN, CHAAGI aur kuch ilaqay hain kaha 30% tak gold hai soil me
aisey hi tou balochistan ko aalag karne ka nahi soch rahey sab.

Masha'Allah........buht sahi likha hay app ne...

Balouchistan me Sab se ziyada Azaadi ki baat uthayi ja rahi hay aur is me bahir ki agencies involve hain.....Ajkal jo balouch leaders mar rahe hain aur jo bande agwa ho rahe hain sab usi ki waja se hay

Kyun ke sab se maala mal hay ye minerals main...

*NRB*
11-29-2011, 11:48 PM
hmm nice

Copyright ©2008
Powered by vBulletin Copyright ©2000 - 2009, Jelsoft Enterprises Ltd.