(¯`•¸♥Faryal♥¸•´¯)
01-15-2009, 10:14 PM
sab say chupa kar dard, jo woh muskura dia....
us ki hansi nay to aaj mujhay rula dia
lehjay say uth raha tha har ik dard ka dhuan...
chahra bata raha tha k kuch ganwa dia
awaz main thehrao tha ankhoon main nami thi....
aur keh raha tha k main nay bhula dia
janay kia us ko logon say theen shikayatain...
tanhayon k des main khod ko basa dia
khod b woh ham say bichar kar adhoora ho gaya....
mujh ko bhi itnay logon main tanha bana dia