life
06-07-2011, 11:49 AM
Suno ..!!!
Suno jaan'an ..!! Mohabbat k is samandar main jo doob janey ko mann karta hai ..!!! Un lamhon ko soch kar yeh sab keh janey yeh bataney haan jataney ko mann karta hai ..!!
Jab tum merey seeney par rakh key ser so jao gi ..!! Apni zulfon sey kheltey merey hathon ki dehak sey kahin kho jao gi .!!!! Meri sansoon ki narmi sey jab miley ga sakoon tum ko ..!!! Meri dhakan ki awaz tab qareeb bohat qareeb sey sun paoo gi ..!!!
Merey shanon main dhoond lo gi mazboot sahara jab ..!!! Khud ko chupa kar mujh main karo gi sab sey kinara jab .!!!! Jab ho ga waqt tumhari rooh main utar janey ka ..!!! is muskaan par mar miteney ...!! Is mausoomiat ko ...!!! bahon main sama'et leney ka ...!! Ho ga woh waqt bas isi deewaney ka ..!!!! Haan tum ko Toot kar chahney ka ..!!!
Kamptey haathon sey jab merey hathon ko chuu jao gi ..!!! Haq haaaaa .... Kaun janey kaun maney kis qadar sakoon pao gi ..!!!! K ahsaas jab ho ga tumko merey lams ki shidat ka ... !! is wehshat is junoon ki hid'at ka ...!!! tooot jao gi khud main bikhar jao gi ..!!! haan phir ik pal bhi ... Ik pal bhi bin merey na reh pao gi ...!!! karo gi laakh bahana bhi gar mujh sey dooor jaaney ka ..!!! Qasam mohabbat ki ik saans bhi theek sey na ley pao gi ...!!!!
Kaho yaqeen isey yaa kaho dawa mera ..!! Mano haseen isey yaa mano deewana pann mera ..!! Yehi haqeeat toh bayan karney aya hoon ..!! aaj main tum ko tumhi sey churaney aya hoon ..!! Un qasmon unhi waadon ko nibhaney aya hoon ..!!! Jo kye thaey saath mil kar ham ney barson k ..!!! Banayee khawab thaey ham ney janmon k ...!!! Haan tumhein bataney wohi jataney aya hoon ..!!!!
Suno jaan'aan !!! Jo chaho gi kabhi k dhoond pao mujh sa koi ..!!! ..!!! Jo chaho gi kabhi k dhoond pao gi mujh sa koi ...!!! Na miley ga rasta na raahi na ho gi manzil koi ..!! K deewana mujh sa na ho ga jahan main koi ..!! Na junoon miley ga itna ... Na karey ga wehshat koi ..!! Taras jao gi ...!!!! Na ho ga koi mohabbat hadhon sey paar karney wala ..!! Na ho ga koi deewangi main is qadar khumaar laney wala ...!!! Meri chahat k shol'on sey jab pighal jao gi tum ...!!! Haq haaaaa lakh karo gi koshish par kuch na kar pao gi tum ..!!!
haar kar sab kuch waar kar sab kuch ... !!! Barha yehi dohrao gi tum ,...!!!