PDA

View Full Version : khushi ka kya hai bharosa


life
06-06-2011, 02:56 AM
khushi ka kya hai bharosa
Kahan bichar
jae
Rah-e-hayat mein gham ko bhi
Hum safar
rakhna
Unse bichre hai tho mehsoos
huwa hai Aa
Dil
kaise khushboo ki tarah
Log bikher jaate
hai
Hum se hamare chahne wale
Bichard Gaya
Ab Unki
qurbaton ke
Zamane Guzer Gaya
Bichard ke mujhe
tumne
Yeh bhi socha hai
Adhura chand bhi kitna
Udass
rehta hai
Hum se rah-e-hayat mein
Bichra jho aik
shaks
Ankhen bhi us ke saath hi
Jaise bichard
Gaya
Tujh se kya bichre ke ankhen
Raiza raiza ho
Gaye
Aaina toote tho chehra aur
Dhundla dhundla ho
gaya
Bichad Gaye hai kahan
hum safar KHUDA
jane
Nakoosh pa bhi nahi
Jurs karwan bhi nahi

SHAYAN
06-07-2011, 12:41 AM
V Nice

life
06-07-2011, 12:50 AM
thanks.........

Kamran4a
06-07-2011, 01:14 AM
Ye to nahin hai meri manzil

ghazal for sale

ye to nahin hai meri manzil, phir kyun hoon main yahan
jaana to hai aur kahin magar,main jaoon bhi to kahan

aisa lagta hai zindagi ,ke kya main kahoon
kitabon mein likhi hui jaise, hoon main koi daastaan

yuhin na guzar jaye umr, rahen talaash mein
kahin to hoga zaroor mere, khwabon ka aashiyaan

samandar sa gahra hai ,dard-e- dil mera bhi
bayaan kar nahin sakte, hoton pe hai khamusiyaan


mukaddar to apni aisi, hai ke tawzzub hai
har roj hota hai lamha, mere sabron ka imtehaan

ji mein to aata hai ke, jeena hi chod doon
bezaar lagne laga hai, aajkal to mujhe ye jahan


ummidon ka charag kahin, bujh na jaye amin
sunle mere khuda tujhse ,hai ye meri arziyaan

life
06-07-2011, 02:29 AM
buhat khoob n thanks.

Copyright ©2008
Powered by vBulletin Copyright ©2000 - 2009, Jelsoft Enterprises Ltd.