life
06-02-2011, 07:05 PM
Tanha Kamray Main Akser
Khat Kesi Kay Parhti Thi
Phir Khud Say Gilay Karti Thi
Sada Kaaghaz Per
Sirf Ak Lafz
"WAFA" Likhti Thi
Sehmi Sehmi
Chup Chup See
Dari Dari Rehti Thi
Khoii Khoii See Socho Main Ghum
Chatt Ko Takti Rehti Thi
Kabhi Yoon Hi Hansti
Tu Kabhi Be Ikhtiyaar Ro Parti Thi
Umeedon Ki Ak Dorr Liye
Wo Aagay Aagay Chalti Thi
Per Badnaami Say Darti Thi
Phir Bhi Aagay Bharti Thi
Tha Us Ko Yaqeen Aaye Ga
Kabhi Na Kabhi Wo Haseen
Jis Ki Banay Ki Wo Meh-Jabeen
Khowaishon Kay Taptay Sehra Main
Intazar Kesi Ka Karti Thi
Khat Kesi Kay Parhti Thi
Phir Khud Say Gilay Karti Thi
Sada Kaaghaz Per
Sirf Ak Lafz
"WAFA" Likhti Thi
Sehmi Sehmi
Chup Chup See
Dari Dari Rehti Thi
Khoii Khoii See Socho Main Ghum
Chatt Ko Takti Rehti Thi
Kabhi Yoon Hi Hansti
Tu Kabhi Be Ikhtiyaar Ro Parti Thi
Umeedon Ki Ak Dorr Liye
Wo Aagay Aagay Chalti Thi
Per Badnaami Say Darti Thi
Phir Bhi Aagay Bharti Thi
Tha Us Ko Yaqeen Aaye Ga
Kabhi Na Kabhi Wo Haseen
Jis Ki Banay Ki Wo Meh-Jabeen
Khowaishon Kay Taptay Sehra Main
Intazar Kesi Ka Karti Thi