iqra
06-02-2011, 06:32 PM
Bohat beDard hun na mai
Satataa hun bohat tum ko
Kay tum ko chor kr tanha
Khizaan lamhon ki bahon mai
Bohat hi door sochon mai
Chla jata hun mai aksar
Mujhy koi Saza de do
Kay jub sonay ko man chahy
To meri palkon ka ghonghat audh kr
Tum mery roo baroo anaa
Meri sanson mai bas jana
Zara bhi door apni yadon say
Kabhi hony nahi dena
Suno!
Tum aesa krna kay
Mujhy sonay nahi dena
Satataa hun bohat tum ko
Kay tum ko chor kr tanha
Khizaan lamhon ki bahon mai
Bohat hi door sochon mai
Chla jata hun mai aksar
Mujhy koi Saza de do
Kay jub sonay ko man chahy
To meri palkon ka ghonghat audh kr
Tum mery roo baroo anaa
Meri sanson mai bas jana
Zara bhi door apni yadon say
Kabhi hony nahi dena
Suno!
Tum aesa krna kay
Mujhy sonay nahi dena