(¯`•¸♥Faryal♥¸•´¯)
01-14-2009, 07:47 AM
Us ko chaha tu bohat magar wo mila nahi
Lakh koshish ki magr faasla mita hi nahi
Us ko zamany nay majbur is qadar kardia
Meri kisis sada pay wo tehra hi nahi
Khuda se jholi phela phela k manga usay
Khuda nay meri is dua ko suna hi nahi
Hare k se puchha sabab us k na milny ka
Hare k nay kaha wo tery liye bana hi nahi
Itni shiddat se usy chaha or wo kisis or ka hogaya
Iss jahan main wafa ka shayad koi sila hi nahi